*. .Teacher bache se: tumhre p
*. .Teacher bache se: tumhre pas 12 choclate hain tumne
3 hina ko dedi
6 Maham ko dedi
or 3 Fiza ko
To ab tumhre pas kya he?
Bacha: 3 zbrdst bachiyan. .*
by Hader Maher (few years ago!) / 757 views
Similar Jokes
If Time Doesn't Wait For You.
Don't Worry!
Just Remove the Battery From the Clock and Enjoy life!
"Aah! Great People Great Thoughts." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Papa:Beta, mummy bahut chup-chup baithi hai kya baat hai?Beta:Papa, mummy ne LIPGUARD maanga tha, maine FEVIQUICK pakra diya...
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Mujhe beemari hai.
Na khaaon to Bhook lagti hai.
Na Soun oto Neend aati hai.
Aur ziyada kam kar loon to thak jata hoon.
Doctor: Saari raat dhoop mein baitho theek ho jao gay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bap-Aj tak tumne aisa koi kam nahi kia jisse mera sir uncha ho gaya ho
Beta-yad kar Ke papa ek dafa Maine apke sir k
niche 3takye rakhe the ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kal mera sher se saamna ho gaya Banta: Phir kay hua
Santa: maine TV band kar di
Banta: Kyon vo to TV Main tha na
Santa: Ye to main samajhata hun, us jaanvar ko kya pata TV h isase bahar nahi nikalte
by Pak101.com (few years ago!)
Love is possible after friendship
but
friendship is not possible after love
because
medicines work before death
later nothing can be cured….!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek darzi logon ke kapray le kar farar hogia
.
Koi kehta mairi shalwar
Koi kehta mairi Qamees
.
1 Pathan bhi ro raha tha, Logon ne pocha tum kion ro rahy ho?
Pathan: Hamara Naap le gia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Boss ke paas 1 Sardar ki Leave application aai, jo kuch yun thi:
Dear Sir,
Meri biwi beemar hai, mai us ka iklota shohar hun, ghar mai kaam karne ke liye koi dosra nokar nahi hai. Mujhe 1din ki chutti inayat kar dejiye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap-bete se
Agar is baar tum exam me paas nahi hue to tum
mujhe papa kabhi mat bolna
...
Kuchh din ke baad
Baap- beta tumhara result kya aya
Beta- babulal, tune apne baap hone ka haq kho
diya hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)