Ek Tapori Ki Wife
Ek Tapori Ki Wife:- Sunte Ho Ji, Apne Bete Ne Aaj Pehli Baar Aadha Sentence Bolna Sikha..
Tapori- Accha, Kya Bola?
.
.
.
.
.
.
.
.
Wife- Teri Maa Ki...
by Pak101.com (few years ago!) / 1115 views
Similar Jokes
Jab question paper ho out of control,
Answer sheet ko karke fold,
Aeroplane banake bol..
…..
…..
…..
…..
…..
…..
All is fail !
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu Jokes of Pathan Pathan Lateefay Pathan (ricksha wale se) station jane ke kitne paise lo ge ? Ricksha Wala : 50 rupay. Pathan : 20 le lo ? Rickha Wala : 20 main kon le kar jae ga? Pathan : Peeche betho hum le ke jae ga :D Aik pathan ka school main new admission hoa. Teacher : batao Allama Iqbal kon hain ? Pathan : hum ko kia pata . hum aaj hi to aya hai. Sardar Joke Urdu .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. Sardar= 1 biwi aur 3 bacche.
by Pak101.com (few years ago!)
Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa..
Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..!
Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao
Did You Know...!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
sharab 1 bimari he jo samaj ko khatam kar deti he.to aao milkar is bimari ko jaldi khatam karde.1 botol tum katam karo 1 botol ham khatam kare.
by Pak101.com (few years ago!)
Air hostess to all the passenger.?
Kripya apni -apni belt bandh le..
"santa asked"
Te Bibi jinha ne Pajama payia oh ki kra....
by Pak101.com (few years ago!)
Top 5 funny shop names
1-Gandhi hair care
2-Malika saree centre
3-Salman marriage beauro
4-Dolly bindra fitness centre
5-Rakhi sawant satsang kendra.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Jab Fifth Class Mein Tha To Ek Din Madam
Ne Us Se Puchha
Madam: “Santa Batao, India Ka Jhanda Sab Se
Pahle Kahaan Lagaya Gaya Tha?”
Santa Kaafi Sochne Aur Dimaag Pe Zor Dene Ke
Baad Bola
Santa: “Mam, Dande Par“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Angrez urdu mai darwaza kholne ko kaise kahega??
.
.
.
.
Nahi pata?
Ok, Mai btata hu...
“THERE WAS A COLD DAY”
Isko tez tez padho khud smajh jao gay . . :
by Pak101.com (few years ago!)