Shaadi aur mobile

Shaadi aur mobile

Shaadi aur mobile me kya similarity hai?

Sirf dimag me ek hi sooch aati hai ki,

Thode din aur ruk jata to naya model mil jata.

by Pak101.com (few years ago!) / 1089 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Khirki khuli..

Khirki Khuli.. Zulfein Urein..
Socha… Husne Jamal Ka Didar Tha,
Par… Zulfein Hatein To Qismat Phooti.
Wo To Kangi Karta Hua Sardar Tha…

by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Man got Taweez to control his wife

A Man got Taweez to control his wife. After 1 month he reports to

Pir. “No change in wife but neighbor’s wife is in control”

Pir: Its called a side effect

by Pak101.com (few years ago!)
boy:what is ur name?

boy:what is ur name?
girl:kyun bataun? main tumhe jaanti bhi nai

boy: mat bata mai bhi kaunsa tujhe apni FERRARI mein baitha raha hoon

girl:anjali,B.com,2nd year,tution time 6-8pm

by Pak101.com (few years ago!)
LADY 2 BHIKHARI

LADY 2 BHIKHARI-
MAINE TUMHE KAHI DEKHA H?
BHIKHARI-KYA MADAM! KAL HI TO fb PE CHATTING KI THI OR AAPNE MERI PHOTO PE COMMENT DIA THA

LOOKIN SO SWEET.

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan New York Gaya

Pathan New York Gaya
Wahan Ik Building Mein Aag Lagi Dekhi
Tou Kaha Tm Log Neechey Kood Jao
Mein Pehelwan Hon Pakar Longa
Pehle Ik Bacha Gira Usne Pakar Lia
Phir Ik Admi Gira Usse B Pakar Lia
Phir Ik Kala Kooda Tou Pathan Ne Chor Dia Or Kaha
.
.
.
.
.
.
Oye Jali Hui Lashen Tu Mt Phenko Yaar!

by Pak101.com (few years ago!)
considering his achievements

Considering his achievements

of creating shortage of

wheat

gas

power

sugar

water



Musharaf has been given

the title of Quaid-e-Qillat !!

by Abdul Sami (few years ago!)
chod do nasha

Ek Cheeta Cigarette ka sutta lagane hi wala tha ki achanak ek chuha wahan aya aur bola bhai chor do nasha, ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt hai. Cheeta choohe k sath chal dia Aage 1 hathi cocaine pi rha tha, chooha Fir bola, bhai chor do nasha,ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt [...]

by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Beemar Electrical

Ek Baar Ek Beemar Electrical Engineer Se uski Wife Boli, Is Baar Aap Jaanwaron Ke Doctor Ko Dikhao, Tabhi Kuch Ho Sakta Hain.

Husband Wo kyun Priyatame??

Wife: Roj Subah Aap Murgi Ki Tarah Jaldi Uth jaate Hain, Ghode Ki tarah Bhag Kar Office Chale jaate Hain, Kachue Ki Tarah Din Bhar Office Chale Jaate Hain, Kabootar Ki Tarah Idhar udhar Information Batorte Firte Hain, Chimpangee Ki Tarah Malik Ke Ishare par Naacte Rahte Hain, GharAakar Fir Kutte Ki Tarah Bhokte Hain Aur Ashanti Karte Hain, Aur Saand Ki tarak So Jaate Hain Aur Subah Late Tak Bistar Par Pade Rahte Hain, Isme Aadmi Ka Doctor Bhi Kuch Nahi Kar Sakta.

by Pak101.com (few years ago!)
Ek shikari jungle mein rasta bhool gaya

Ek shikari jungle mein rasta bhool gaya. Kai din tak jungle mein bhatakta raha. Aakhir us ney ek aarzi jhonpra banaya or us mein rehna shuru ker diya.

Kuch din baad usey tez bukhaar ho gaya. Us ki talash keliey redcross waley nikley or kuch din baad us ki jhonpri key paas pohanch gyey jis key ander woh sahab bukhaar sey nidhaal, or marney key qareeb they.

Redcross walon ney darwaza khatkaya. Ander sey murda si awaz aai, kon hey?

“Ham red cross waley hein”

Shikari bola: Khuda keliey yahan to meri jaan chor do. Mei ney apney daftar mein chanda dey diya tha. Ab mein darwaza khol ker dobara tumharey phandey mein nahi phansoon ga.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachcha bahot

Ek 10 saal ka bachcha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise karein”.

Mother: Tum yeh book kyon parr rahe ho.

Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ki mera paalan poshan theek tarah se ho raha hai ya nahi.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook