Santa pland land hote
Santa pland land hote hi chillane laga “Bangalore
aaya Bangalore aaya. Balle Balle”
Air Hostess : Hello sir, B silent.
Santa : “Ok, anglore aaya anglore aaya. Alle Alle”
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Sardar: Mery dada ny 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat di thin.
Dost: Gardanien q nai katin?
Sardar: Wo pehly he kati hui thin...
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Insult on FB *
.
.
GirL : " Why U LIKE aLL my Comments, Posts & Photos?"
.
... .
.
.
.
BoY : " BeCoz, I wanna See UnLike On Them aLL..!!! " :-P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan "Mazar" Pe Bomb Rakhte Hoy Pakra Gya.
Logo Ne Bht Maara 0r Pocha Aisa Q Kia.?
PTHAN ko Kuch Smaj Na Aaya To Bola:"Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani Thi"...:-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
1st girl, main to usss se shadi karon gi jo handsome ho oor tum? 2nd girl, main to uss say shadi karon gi jis k han UPS laga ho . :)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bus me pori seat par pheal kar betha tha
Stop se ek aadmi cadha aur jaga mange
Pathan:oye tere ko pta nahe k me kun he?
Aadmi dar gaya aur khada raha
Next stop se ek aadmi cadha aur jaga mangi
Pathan ne phr bharm karwaya
Us ne pathan ko pakd lia aur kaha bta to kun he?
Pathan:muhammad gul khan zai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
kaun banega crorepati ?? BIG B:sote waqt apki biwi kaisi dikhti hai ?? A-hot B-sexy C-cute D-sad. . . . . . SANTA- i want to phone a friend
by Pak101.com (few years ago!)
2 pandito mei ladai ho rhi thi.
Tisre pandit ne aakr pucha kya hua ?
To 1 pandit bola : jb mei lehsun pyaj ni khata to isne mere chiken mei dala Q ?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Mohammad Ali (few years ago!)
Koi 1 din select kro
1. Sun
2. Mon
3. Tue
4. Wed
5. Thur
6. Fri
7. Sat
or us din naha lia karo plz.
Sardi ka ye matlab to nahi k ap nahana chhor do..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctors after operation and students
after exams have same thing to say
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
hum kuch nhi keh saktay ap bas dua karen.
by Pak101.com (few years ago!)