Height of Insult on FB
Height of Insult on FB *
.
.
GirL : " Why U LIKE aLL my Comments, Posts & Photos?"
.
... .
.
.
.
BoY : " BeCoz, I wanna See UnLike On Them aLL..!!! " :-P :D
by Pak101.com (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
Good news for BOYS”
Ab kio Larki apko bhai
boly
To tension Nahi Lena
QK
Main nay soch soch k
Iska B torr Nikal lia
Hai,
B.H.A.I means.
B=Best.
H=Husband
A=Among.
I=Ideals.
Larko Sir utha k Geo
jab tak D-G Ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nepali : Saab ye shaam singh ka mobile kaha milega
Salesman : Pata nahi
Nepali : Saab ji TV me ad to isi dukan ka hai.
Salesman : Abey ye sham singh nahi, SAMSUNG
hai!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Principal ROUND pe nikla. dekha 1 teacher 1 ladki ko
kiss kar raha hai.
PRICIPAL - what is this ?
Teacher - Maar se samjahti nahi, isiliye PYAR se samjha raha tha
by Pak101.com (few years ago!)
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aurat ne 1 wakil se pocha k talak lene ke liye
kia sharayat lazmi hoti hain ? Wakil Bola “Talak
lene ke liye aap ko shadi shuda hona zarori hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Admi Khada Apne Kaan Ko Chaabi (Key) Se Khujla Raha Tha.
Santa Ne Usko Dekha, Kuch Socha Aur Uske Pass Jake Bola
Santa: “Bhai Sahab, Agar Aap Start Nahi Ho Rahe Te Pichhe Se Dhakka Laga Du?“
by Pak101.com (few years ago!)
Raju, Rohit & Montu ek scooter par jaa rahe the.. A traffic cop tried to stop them.
Montu: Sorry Paaji, already 3 baithe hain. Bilkul bhi jagah nahin hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Caller:namastay g liit kab aae gi?
Wapda wala:janab namaste kiun kaha?
Caller:ap par salamti bhejna pore pakistan walun se ghadri hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa..
Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..!
Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Musafir : Beta thoda pani milega..?
Boy : Agar lassi de du to chalegi.
Musafir : Bahut achha hoga
...
boy lassi le aaya,musafir ne 5 pyale lassi peene ke baad pucha : Kua tumhare ghar me koi lassi nhi peeta...?
Boy :Peete to sab h lekin aaj lassi me MENDAK gir gaya tha or usme hi mar gay....
Musafir ne gusse me pyala zameen par de mara....
Boy :Rote hue bola "Mummy inhone pyala tod diya ab hum Billi ko paani kisme pilayenge.
by Pak101.com (few years ago!)