Height of jhatka
Height of jhatka :
“A boy after spending great time with GF,
Saw a guy’s photo in her bag
Asked – Is he ur X BF?
GF kissed him said no dear thats me before surgery…;)
by Pak101.com (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
Guiness Book Of World Record 2009.
Aik Pakistani Kal 24 Ghanton
Tak Pani Me Saans Band Kr K Naya
Record Qaim Kiya
.
.
.
.
.
Janaza kal 4 bajay he.
by Zia Rasool (few years ago!)
Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
A Dog Fell In Love With a Cat
But Dog's Parents Refused Cat
Guess Why?
They Gave a Solid Reason
Ladki To MUCHHO Wali hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa aur Banta train ke peeche bhag rahe the.
Santa chadh gaya, to train me logo ne kaha “WEL DONE”
Santa – Khaak well done, jana to usey tha, mein to usey chhodne aaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan (Nurse se): Kia Doctor sahib ne abhi tak neend ki goli nahi bhaiji?
Nurse: Nahii
.
Pathan: Usay kaho jaldi karo, mujhe neend arahi hai, mai goliyon ke lie owr nahi jaag sakta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustad: chalti gari se kab utarna chahye?,
shagird: jab woh hospital ke pass ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
BOY'S STORY...
Jitni bhi bar flirt karne ki koshish karta hun...
.
.
.
.
.
.
.
.
Na jaane qn,utni hi bar Pyar ho jata h...
Aur wo b...sache wala :@ :/
Hadh hai -__-
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya Ka Sabse Bada Aatank
dekhna ho to
Kisi Ka Mobile Lo Or Contact List Me
jakar
"Delete All"
Kr Do
.
Fir Mobile Wale Ki Tarf Dekh K
Thoda Sa Muskura Do..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Govt. Office Ke Board Pe Likha Hua Tha
“Kripaya Shor Na Kare”
Pappu Ne Uske Niche Likh Diya
“Varna Hum Jaag Jayenge“
by Pak101.com (few years ago!)