Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!) / 1004 views
Similar Jokes
Mein to pehle hi Uskey Bhai se Buri tarah pit chuka hon
Faraz!!!
Ab woh kehti hai, "to Phir Aao Mujhko Satao"
,,,
\(',')
((>
<\
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife:Main Mernay ja rahi hon,
Husband:Ye lo Dairy Milk.
Wife:Q?
Husband:Khudship K moqay per
khuch meetha ho jse:-)
by A. Sami (few years ago!)
Masjid Ke Bahar Chppal Rakhne Main
Aur Miss Call Dene Main Kiya Common Hai ?
Socho Nahin Pata ?
Dono Main Dar Lagta Hai
Koi Utha Na Le.:-)
Hehehehehe.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Yaar Tumne School Ana Kyu Chhod Diya?
Banta :
Yaar Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke 1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
A police recruit was asked during exam, "What would u do if u had to arrest ur own mother?" He said, "Call for backup."
by khalid hussain (few years ago!)
Two friend gossips
1 Friend said : yaar Jail ko "Hawalaat" kyu kehte
hain..?
.
.
2 Friend said: Kyun ki jail me khane mein sirf
"Hawa-aur-Laat" hi milti hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladki ne boy frnd ko fone kiya
to uss ke bhanje ne fone
uthaya.
.
.
Ladki: Apne uncle ko fon do.
.
.
Bacha: Aap ka name?
.
.
Ladki: Apne uncle se kaho unn ki Jaan-e man ka fone hai.
.
.
jawab mein bachhey ne jo kaha
usse sunn kar larki behosh ho
gayi.
.
.
uss ne masumiyat se kaha:
.
.
.
.
.
"lekin aunty mobile pe to "Papu
Plumber "likha hua tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar Jyega
Baccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bachay ku lekar nayee kay dukan may dakhil huwa baal katwayee, shave kee aur nayee ku kaha kay bachay kay baal banadu may sabzee lekay aatha hun Jab kafee der huwee aur pathan nae aaya thu naye nay bachay say pucha tmhara baap kidhar gaya Bacha: May tu usay nahee jaanta may thu raastay …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)