Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
by Pak101.com (few years ago!) / 785 views
Similar Jokes
Boy:can you give ur curly hair to me...
Girl:smiled and asked for what
Boy:I need a brush to clean my toilet....
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi me Shadi karna bahut zaroori hai..
Kyon ki..?
Zindagi mein Khushiyaan hee sab kuch nahi hoti..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)
Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
Larka: pyar ka rishta 2 insano main wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota ha..
farz karo
larka=cement
Larki=rait
love=pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
Larki (hans k):
Kamine tu shakal se hi mazdur lagta hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Ladke Ko Girls Hostel Mein Naukri Mil Gayi.
Do Mahine Baad Hostel Ki
Warden Ne Use Bulakar Kaha.
Warden: “Tum Apni Salary Nahi Lene Aaye?”
Ladka Chikhte Hue Bola: “Kyaaaaaa?, Salary Bhi Milegi?
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua
hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri
hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mahatma Gandhi Ne Apni Wife Ko Shaadi Se Pehle
Love Letter Likha:
Dear Kasturba I Love You,Tumhare Bapu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Apna Mobile Qabristan Men Dfna Rha Tha.
Man: Ye Kya Kr Rhe Ho?
Pathan: Yaara Dukan Wale Ne Kha He K Mobile DEAD Ho Gya Hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Airhostes ask 2 lalu -- r u veg or non veg?
Lalu -- i m INDIAN.
Air again ask no sir i mean r u shakahari or maashahari?
Lalu -- Na re sasuri i m Bihari.
by Pak101.com (few years ago!)