Ishq ke school me naya
Ishq ke school me naya mahoul taiyar ho gaya,
Pappu ki GF se puri class ko pyar ho gaya,
Bas tabhi se pappu udas ho gaya,
Puri class fail or Pappu pas ho gaya!
by Pak101.com (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara...
by ashfaq (few years ago!)
Police wala : oye tu PAPPITA bechan wali nu KISS
kyo kitta ?
Santa : HAJOOR ohi bar bar chilla rahi c
PAPI ta le lo
PAPI ta le lo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Itni pitai ke baad bhi tum hass rahe ho.
Funny Student: Gandhi Ji ne kaha hai, musibat ka time hass hass ke gujarna chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan: Batao Pakistan ka Jhanda
Sab se Pehle Kahan Lehraya Gaya?
Pathan Boht Dair Sochne k Baad Bola:
Hawa Main.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain
Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai
Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MATHS Teacher to our brilliant pathan...
How can u distribute 8 apples among 6 people equally?
PATHAN- Juice bana K...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Machron Ki Poori Family Bethi Hoti Hai Aur Woh Sab Aapas Mein Baat Kar Rahe Hote Hai.
Macchar Dadaji (Pote Se): “Beta, Hamare Zamane Mein Khoon Chusna Itna Aasan Nahi Tha”
Macchar Pota: “Woh Kyu Dadaji ?”
Macchar Dadaji: “Kyon Ki Hamare Zamane Mein Ladkiyan Pure Kapde Pehanti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Today is sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets.
Wife: why three?
Husband: 4 u and ur parents.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)