Santa:mere friend ne
Santa:mere friend ne chupke se mere mobile mese meri girlfriend ka number nikal liya
Banta:fir kya hua?
santa:aaj bhi apni bahen ko love msg bhejta he!!!!! :)
by Pak101.com (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
Husband Biwi Se:
Pani Pila Do ...
Biwi :- Kya! ,Pyaas Lagi Hai ??
..
... ..
..
..
..
..
..
..
Husband (Gussey se):
"Nahi"Gala Check Karna Hai
Kahin se"LEAK"to Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pansi se pehle inspector ne sardar se pocha:bata teri aakhri khawahish kia hai?
Sardar:mera sir neche our tanegen oper kar k phansi de do.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband : Janu Tum Mujhy Ak Jaga Se Bohat Achi Lagti Ho Wife Sharmate Hoye : Kahan se Janu….? Husband : Dooooooooooooooooooor Sy….
by @irha@ (few years ago!)
Ek Pathan Bus Me Ja Raha Tha
Samney Bethi Ek Aurat Apny Bety Ko Bar bar ye hi Bol Rahi Thi
Beta Jaldi se Ye Biscut Kha lo Warna Me Un Uncle Ko De Dun gi
Jab us orat ne chothi bar ye hi alfaaz bole to pathan ghusse se Bola:
O baji Jaldi Fesla Karo,
biscut k chakkar me Hum 4 Stop Agey aa gaya Hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Fakeer:ary baba kuch de do bht bhoka hn
Sheikh:100 rupey dikhte hoe bola 50 rupey hen tmre pas
Faker khush ho kr G hen
Sheikh:ty salya Pehle o ty kharch karlay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Me tumhari yaad me 15 Din me hi aadhi mar gai ho..Mujhe leyne kab aarahe ho..?
Husband: 15 Din Baad..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
People Says ,"SMOKING KILLS SLOWLY......"
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
So What,
Who'z in a Hurry ....!!!! ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ko sapne me ek ladki ne chappal mari,
2 din tak sardar apne bank nahi gaya,
Qnki bank me likha tha..
“Hum aapke sapne ko hakikat me badalte hain”
by Pak101.com (few years ago!)
Jail Main Pathan se kisi ne pucha:
Tum se aisi kya galti ho gai jo tum Jail main ho?
Pathan: Maine Bank Loota.
Aur
Paise wahin Gin'nay beth gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)