Naukrani ne malkin se kaha,
Naukrani ne malkin se kaha, memsahab gajab ho gaya, pados ki teen auraten aap ki saas ko peet rahi hai.
Malkin naukrani ke saath balakani se aayi aur chupchap tamasha dekhne lagi.
quarreling.jpg
...
Naukarani ne poocha, aap madad karne nahi jayengi?
Malkin: Nahi uske liye teen hi kaafi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1221 views
(Rated 5 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Doctor Pathan Se:
Khan Sahab Tumhara 1 Gurda
Fail Ho Gaya Hy,,.,,
Pathan Bola:
Kitny Numberon Se?;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
One day Ravana went to a disco.
aur wahan jaakar woh behosh ho gaya.
kyun???????? ????????? ??
kyun???????? ??????
bcoz it was written on the gate that entry fee Rs.1500 per head
by Pak101.com (few years ago!)
Oopar aasman hai
Niche sagar hai,
Aur ek bander isse
Shayri samaj kar parh raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Mehnat Karoge
To Kuch Banoge
Sant-Teacher Hamra
Gadha To Itni Mehnat Karta Hai
Magr Wo Ab Tak Kuch Nahi Bana ...;->
by Pak101.com (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag kahte Hai!;)
by Pak101.com (few years ago!)
A sheikh boy fall in love with sheikh girl
Larki: jb sub so jain ge to main gali main sika phenkon gi tum faoran andr ajana
Lekin Lrka sika phenkne k 1 ghante baad aya
Larki: itni der Q?
LARKA: Me Sika Dhoond Raha tha
Larki: Pagal Wo To Main Ne Dhaaga baandh K phenka Tha…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chhote: Sun bade
Bade: Kya hai, jaldi bol, main jaldi me hoon…
Chhote: Kyun, kya karna hai tujhe
Bade: Mujhe mall jaana hai… waha mera friend mera wait kar raha hai
Chhote: Tu jhooth bola raha hai
Bade: Arey main jhuth kyun bolunga, main sach keh raha hoon, wo mera wait kar raha hai
Chhote: Nahin, tu jhuth bol raha hai.. tu yaha hai to wo tera WEIGHT kaise kar sakta hai… hahaha
Bade: Bakwas Band Kar!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan Hamesha Darwaza khol k Nahata tha.
Kisi ne pucha k ap aisa kyun kertay hain?
Pathan Bola: Mujhe Shak hai k mujhe Darwaze k nechay se koi daikhta hy.
by Pak101.com (few years ago!)
Me dilse dua karta hun k Allah ap ko
imran,
asif,
nasir,
faisal,
masood,
bilal,
sohail
aur wasif de,
8 bache kafi hain ya aur bi mangun
by Sabir shah (few years ago!)
Agar Tum Chaho K Tumhary Paas Hamaisha Lougon Ka Hajoom Rahay.
To ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tou Fruit Ka Thaila Lagana Shuroo Kar Do.
by Mazhar Khan (few years ago!)