Santa's son
Santa's son:
Papa agar aap ko 10 Rs aur 5 Rs raste mein pade miley to aap kaun sa note uthaoge?
Santa : 10 Rs ka
Son: Isliye aap per joke bante hain...
Dono bhi to utha saktey the na...
by Pak101.com (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
Maa: Soja warna gabbar ajaiga,
Bacha: Pehle 100 rupeye do,
Maa: Q?
Bacha: warna me papa ko bata dunga mere sone k bad gabbar ata he.
by nadeem (few years ago!)
Height of physics:
A conductor kicks an old man out of the bus.
Police sends counductor to jail nd gave him shock bt he had no effect..
Why..?
-
-
-
-
Bcoz he ws a BAD conductor :P:D
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:Duniya mei sabse dukhi aadmi kaun hai?
Banta:Bechare Rickshaw wale!
Santa:Kaise?
Banta:Q ki ladki kunwari ho ya married "BHAIYA"
hi bulati ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola Meri saas ko dus lo
Sanp_ Aby kiya dus lon? Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by tanveer hussain (few years ago!)
Larka larki sy: Mujsy shadi krogi?
Larki: Mri umar shadi ki nhi hy me abhi chhoti hun 3sal bd shadi krungi.
Larka: Shadi abi krlo qabza 3sal bad dedena
by hearthackervsgirls (few years ago!)