Patni: Kaash tum aise SMS hote
Patni: Kaash tum aise SMS hote jise
Main Zindagi bhar save karke rakhti!
Pati: Air kaash tum
aisi ringtone hoti jise
main har hafte badal sakta….
by Pak101.com (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Sardar:Ne Ak Khob Sorat Larki Ko Parpoz Kiya-
"Aap Mujh S Shadi Karo Gi?"
Larki Ne Gosea S Kaha-" Tamiez S Bat Karo-
Sardar: Baji Tosi Mere Nal Weya Far Maao Ge
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sochte huwe bhi dar lagta hai.
If women could read minds,
every second man will get slapped. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kanjus Aadmi-Bagal Wale Ghar Se Iodex Le Kar Aao
Wife-Wo Log Nahi Denge
Aadmi-Kite Kanjus Hai Wo Log...
Jane Do Humara Hi Lekar Aao
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife mein ladai hoi
Husband wife mein ladai hoi,
Husband ghar se chala gaya ,
Husb: Rat ko phone pay,"Khanay mein kia hai"
Wife: Zeher.
Husb: Mai dair se aonga, tum kha kar so jana:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Ladka-Ladki Ek Dusre Ko Bahut Chahte The, Ek Din Ladki Ladke Se Boli.
Ladki: “Meri Mummy Ko Tum Bahut Pasand Aaye”
Ladka Sharmate Hue Ladki Se Bola.
Ladka: “Kuch Bhi Ho, Main Shaadi Tumse Hi Karunga, Aunty Se Kahna Mujhe Bhool Jaye“
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Pakistani Team Ko Match Jeetny K Liye 1 Run
Ki Zarurat Ho Jub K Un K Pas 5 Wickets Aur 5
Overs Hon Phr B Un Pe 1 Chez Ka Buht Pressure
Hota Hy,
Kya?
.
SOCHO,
.
Yehi K,
YA-ALLAH Agr Ye Match Jeet Gae To English Kon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TTE Asked To Sardar : Ticket Dikhao
Santa : Ye Lo Dekho
TTE : Ye To Purani Hai
Santa : To Ye Train Bhi Kaunsi Nayi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Paani mein Whiskey milao ta nasha chadta hai.
Paani mein Rum milao to nasha chadta hai.
Paani mein Brandy milao to nasha chadta hai.
Saala paani mein hi koi burai hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Brilliant Boy went 2 girl's home wid a rose 2 propose her.
He pressd bell. But her Dad opend d door
Boy : "Uncle plz support ANNA HAZARE"
by Pak101.com (few years ago!)