Sardar goes into ladies
Sardar goes into ladies toilet, all ladies suddenly stand up.
Sardar: izzat dil mai ho bus yahi kafi hota hai,
Beth jao,Beth jao.
by Pak101.com (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Mareez ne doctor se kaha.mainek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
Doctor .....acha to main ap ko kal se 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz
ka 10 rope ka fayda nazar ayega.
by Abdul Basit (few years ago!)
A Sardar Was Drying Some Fruits
In The Sunlight And Then Eating Them Some 1 Asked What R U Doing?
Sardar:I Am Weak
The Doc Has Advised Me To Eat Dry Fruits!
by Pak101.com (few years ago!)
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!)
Bakra Eid Special message..
In Sallu bhaii ishtyles..... :p
VEER:
Jahan bhi gosht bhejun ga..
5 seir ek sath bhejun ga......
Wanted:
Agr ek bar me gosht bhej du..
To dubara mangne mat ana.....
Dabbang:
Hum tumhen itna gosht bhejen ge..
k tum confuse ho jao ge k...
qurbani tum ne ki ha ya hum ne......
Ready:
Tumhen bakra Eid pe 3 log zyada gosht bhejen ge..
I, Me & Myself........
Bodyguard:
Mujh per 1 Ehsaan krna..
Mujhse bar bar gosht na mangna........!!
Advance Eid mubark to all of u.........!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Mohammad Ali (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek sardr public Bathrom gia
0r 2 ghanty bad nikla
Bahr betha jamadar bola: “40 rupy”
Sardr bola:
me tatti keti aa
Yahoo Ty chat nai.
by Pak101.com (few years ago!)
No-Jawan Nasal ke Liye
Kuch Ehem Advises:
1. Khud ko Mobile main
Itna na Mashghool Rakho k;
Samnay se koi Larki guzar jaye
Aur Tumhain Pata bhi na chalay.
2. Bike Chalatay huay
kabhi ye Mat Socho k ye Jahaz hai,
Balkay ye Samjho k ye to Rocket hai.
3. Koshish karo ke
Apnay Hum-Umron se Bad-Zabani na
karo,
Direct Sir Phaar do..
4. Taaleem har kisi ka Haq hai,
Zyada Parh k kisi ka Haq na Maro..
by Abdul Hannan (few years ago!)
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Girl : Tum ladke kisi bhi ladki me sabse pehle kya dekhte ho?
Boy : Ye to depend karta hai ki ladki aa rahi hai ya ja rahi hai!!
by Pak101.com (few years ago!)