Gabar To Sambha
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!) / 1179 views
Similar Jokes
1 Bache Se 1 Admi Ne Poocha
K Tumhare Abbu Kia Kaam Karte Hain?
Bacha:KFC K Malik Hain
Admi: KFC Ka Kia Matlab Hai?
Bacha: Kaka Fruit Chat…
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?
Aadha Jism Dikh Raha Hai
Girl-Itni Salary Me Yahi Aata He
BOSS -Manager, Ishko 3 Month Tak Salary Mat Dena..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar ko telenor me operatr ki job mil gae,
pehlay hee din usy mar k nekal dia.
Becoz 1st cal: Sir meri telenor ki sim blok ho gyi hai,
Sardar: Tay paagla Zong Le ley.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wat is meant by Mixed Emotion?
Ans:Ur ENEMY falls from 17th floor on ur brand
new car
& u don't know whether to Laugh or Cry. :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik admi porani se car par hotel aya or hotel ke molazim se bola , “bhai zara car ka khyal rakhna main zara chai pine jar raha hun” thori dair bad aa kar is ne molazim ko do rupy tip di,molazim ne kaha, “do rupy or dijye”.is admin ne herat se poucha ke, “woh kis liye,molazim ne kaha keh do rupy sarmindagi ke.kune ke jo bi yahan se guzrta tha is car ko dekh kar yehi samajta tha ke yeh car meri hay.
by Abdul Basit (few years ago!)
santa apne jeb mai ek patthar le kar ghum raha tha..., usne ek se pucha tha ki kyon le kar ghum rahe ho. to bola jiska jeb bhari hota hai usi ka name chalta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 othr boy:dude,y r u aftr dat
grl,she alrady has a bf?
He Replyd -
Khali kursi pe to koi b baith sakta
hai..dum hai to kisi ko utha ke baitho".
by Pak101.com (few years ago!)
Us Ne Jahan Bhi Rakhey Qadm Maine Choom Liye, Fursat
Aur Wo Hamare Ghar Ja Ke Bole
Aunty Ji Aapka Ladka Mitti Khata Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)