Girl: "I'm Breaking Up With You."
Girl: "I'm Breaking Up With You."
Boy: "Ok, Can I Get A Last Hug?"
*Girl Hugs Boy*
Girl: "Wait, Are You Covered In Glue?"
Boy: "Yeah.":)
by Usama (few years ago!) / 645 views
Similar Jokes
Santa joins as accountant
Wo Pen ke sath scissors bhi le jata hai pucha kyon
Santa: Mujhe Cheque bhi to Katane hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note
diyaa tha :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek larka ghar dair se lauta.
Maa: Kahan thy?
Beta: Film dekhne gaya tha "Maa Ka Pyar"
Maa: Ab ooper ja k ek aur Film dekh "Baap ki Maar"
by Pak101.com (few years ago!)
Sarkari Bas Me Bethna Nahi
Sarkari School Me Padhna nahi
Sarkari Dawa Khane Me Davai Karvani Nahi
Aur
.
.
Nokri Chahiye To Sarkari.
Wah PAKISTANI Wah.
by Pak101.com (few years ago!)
Mankind will never see an end of trouble until.
lovers of wisdom come to hold political power,
or the holders of power.
become lovers of wisdom.
by Abdul Sami (few years ago!)
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai
Mummy Ki Chappal.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek party mein khaney key baad ganey ka dor chala to ek mehmaan ney apney paas bethey dosrey mehmaan sey kaha, “ganey wali ki awaz kitni wahiyaat hey, kis tarah ganey bajaney key bahaney kanon key pardey phaar rahee hey. Yeh mohtarma hein kon?”
Doosra mehmaan bola: Meri biwi hey
Pehley ney foran baat palti or bola: Asal mein qasoor ganey wali ka nahi, gana hi itna bakwaas hey. Pata nahi kis fazool shakhs ney likha hey.
Doosra mehmaan: Mein ney likha hey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta papa se: Papa main itna bada kab ho jaunga ki mummy se bina poochey ghar se bahar ja sakoo.
Papa thandi saans lete hue: Beta, itna bada toh abhi main bhi nahi hua hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Mohan & Sohan were sitting in a kabristan & were talking.
Mohan: Sohan, dekho yeh murde kitne aaraam se apni kabron mein sote hai.
Sare murde uth khare hue aur bole: Kyun na soye, yeh jaga apni jaan de ke hasil kee hai..!
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)