mere Ghar
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
Pathan: Doctor Sahib chashma lga k hum Akhbar parh sake ga na?
.
Doctor: Haan, bilkul...!
.
Pathan: Phir theek hy.
.
Warna un-parh ki zindgi b koi zindgi hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Research Says Girls Take Three
Days To Judge A Boy Whether She Likes Him.
Boys Take Three Seconds,
1 Sec.: “Kya Ladki Hai Yaar”
2 Sec.: “Mast Hai Bhai”
3 Sec.: “Bhai Mujhe Pyar Ho Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Son : abbu g mein ne suna ha k maa baap ko dekhne se sawab milta ha.
Father: jis tarah tu chup chup k dekhta ha kaminay us tarah dekhney se gunah milta ha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek ladki ne ek ladke ko aawaz lagai….
O…Bhai Jaan..Please suneye toh zara….
Ladka bola - Oye…Pahle decide kar Bhai ya Jaan…
confuse kyu kar rahi hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar ek sardar khali kadhai mein chammach chala raha tha.
Dost ne pucha"Kya bana rahe ho ?"
Sardar:Chutiya bana raha hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!
by Pak101.com (few years ago!)
Kaash Main Teri Haseen Naak Ka Chooha Hota.
Tu Bari Chah Sy Bary Maan Sy Nikalti Mujh Ko.
Main Teri Unglion Main Sharma Kar Chipak Sa Jata.
Tu Mujh Ko Apni Unglion Sy Marora Karti.
Mai Terey Nakhoon May Latak Sa Jata.
Phir Tu Apni Sahelion Sy CHUPATI Mujh Ko.
Main Un Ko Dakh Kar Dar Sa Jata.
Tu Dunia Sy Chup kar Kahin Chipkati Mujh ko.
Aur is Tarha Main AMAR Ho Jata.
Kaash MAIN TERI HASEEN NAK KA CHooHA HOTA…!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy,
Ghar Kacha Hy Mera Muje Barsaat Se Dar Lgta Hy.
UsNe Tohfey Me Diye Muje Khoon K Aansu,
Zindgi Ab Teri Har Soghat Se Dar Lgta Hy.
Choro Pyar Ki Baten Koi Or Baat Kro,
Ab To Piyar Ki Har Baat Se Dar Lgta Hy.
Meri Khatir Wo Kahin Badnaam Na Ho Jaye,
Is Liye Uski Har Mulaqat Se Dar Lagta Hy.
Apno Me Reh Kr Kuch Aisey ZaKhm Khaye hain,
K Humain to ab Apni Zaat Se Darr Lagta ha.
Kia dabang farmaya Sonakshi ne maza a gya,
K thappar se nhi sahab pyar se dar lagta ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar G Joined New Job
1st Day He Spent 11 Hrs On Computer
Boss Was Hapy N Askd:
Wat He Did?
Sardar G:
Keyboard Alphabets Were Not In Order I Aranged Dem
by Pak101.com (few years ago!)
god askd man"whats ur wish? Man " god please give me my bacheler days bach; 'god laughed n said; 'beta MANNAT mangne ko kaha tha JANNAT nahi
by Pak101.com (few years ago!)