Saanp Hindi
Banta : Dekh Santa Ek Saanp,Teri Biwi Ko Kaat Raha Hai.,Santa :
D ar Mat Yaar.Vo Kaat Nhi Raha,Vo To Zehar Bharwane Aaya Hoga
by Pak101.com (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
PATHAN ko 1 charagh mila
Utha kr $aaf kia to 1 Jin nikla or kaha
apki 3 khwahishain puri karonga
PATHAN:
Humko aisa Naswar do jo kabi khatm na ho
ek dum 1 naswar ka packet agya
PATHAN ne thori si naswar nikali to utni naswar or agai
Jin: Baqi 2 khwahishen?
PATHAN Aisa 2 Packet or de do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar qabristan mein charas pee rha tha k Police a gai.
Sardar ne foran charas chupa li.
Police: Kia kar rhy thay?
Sardar: Walid k liye Dua mang raha tha.
Police: Yeh tu bachay ki qabar hy.
Sardar: Walid ka bachpan mein he inteqal ho gia tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
if a girl get 98% mark her response,
kamina 2 mark or de deta to uska kya jata tha,
if boy gets 35% mark he says:
check karne wala farishta tha yaar:-
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan's Interview For
New Job..
.
Interviewer: What Did
U Do B4 ..
Pathan: I Was In Army.
Interviewer: How Long
Were U In Army..
Pathan: 5 Foot 10 Inch :-)
Hahhaha
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi me Santa bahot der tak kha Rha ta Bnta-kab tak khaoge
Snta-Mai Khud kha- kha k dukhi hu
per kya karu card me likha tha Dinner 7 to 10 PM
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
"Qarz-E-Hasna Kisay Kehte Hain"?
Pathan:
"Jab Qarz Denay Wala Paise Wapis Mangay, Aur Qarz Lene Wala HANS Day, To Usay Qarz-E-Hasna Kehte Hen"!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sonu-Tune Uss Ladki K Liye Cigratte Chhodi
Monu-Ha
Sonu-Daru
Monu-Ha
Sönu-To Shadi Q Nahi Ki
Monu-Itna Sudhar Gaya Tha Ki
Uss Se B Achi Mil Gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Kanjoosi
Major Rohail ka 1 rupeya 5ve manzil se gir gya
Major Rohail bhgate bhagte neche gya
Pr rupya na mila
Kyu?
Kyu k Major Rohail rupye se pehle neche pohanch
gya
by Tanveer Hussain (few years ago!)