Ek makhi ki halat bht kharab thi
Ek makhi ki halat bht kharab thi woh doctor k pass gai,
Doctor: kiya hua?
Makhi: bus chai(tea) main gir gai thi, Parhne wale sahab ne choos choos ker halat kharab ker di.
by Pak101.com (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Machar ny 1 Aadmi ko din my kata.!
Aadmi ny kah!
Tum din ko b kaat’te ho?
Machar bola!
Zardari ka dor hy Ghar k halat kharab hain!
Overtime laga raha hon…
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathaan's wish: when i die,
I wana die like
my grandpa who died peacefuly in
his sleep not screamin like
all d passengers
in d bus he
was driving
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar bank mein 1000 rupeya jama krany gaya,Cashiar bola janab ye hazar rupeya to nakli hai”Sardar:jama mery acount wich hone ne tenu koi takleef?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40 Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega, Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi Hai Na“
by Pak101.com (few years ago!)
PREMIKA- aaj tumne bahut acha bhashan diya..
NETA PREMI- saare sunne wale gadhe the..
PREMIKA- tabhi tum baar baar keh rhe the mere pyaare bhaiyo, pyaare bhaiyo
by Pak101.com (few years ago!)
1 kainat
9 seyare
214 mumalak
809 jaziry
7 samandar
8 billion log
lakin ganja pher bi pakistan k hise me aa gaya.
by Sabir shah (few years ago!)
SON: Abba idher AA.
MOTHER: Aise nai boltey beta, Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON: Abba Izzat k sath idher aa ja
by Mazhar Khan (few years ago!)
manager ne aanewale se poocha, "kya tumhe pata
nahin ki aagya ke bina andar aana mana hai."
aane wala, "janab, main aagya lene ke liye hi andar
aaya hoon."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agr tum us waqt muskura sakte ho
jb tum gham ki shiddat se poori tarha se toot chuke ho,
.
.
.
.
To yaqeen jano tum se bari film koi nhi-)
by Mazhar Khan (few years ago!)