What is the difference b/w
What is the difference b/w POETRY and ESSAY?
Any word uttered by a girlfriend is a POETRY
while
Anything said by a wife is an ESSAY.
by Pak101.com (few years ago!) / 719 views
Similar Jokes
Joke: Shadi ki taqreeb mein dulhan ka pehla mangetar bhi bara sajh dhaj ke aaya howa tha .
aik sahib neh poocha :kya dulha aap hain?
jee nahi. mein to Simi final mein ho knock out ho gaya tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa : Aapne nurse bahut changi rakhi hai, uska haath lagtey hi mein theek ho gaya.
Doctor : Jaanta hoon, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala: Arey o Bhai Khaali Ho Kya… ?
Rikshaw Wala: …Haan g Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash Khelty Hyn
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GF IS BEAUTY and WIFE IS DUTY,
GF IS SPRINGROLL and WIFE IS DABBAGOL,
GF IS CHUSKI and WIFE IS RISKY,
GF IS TOOIFROOTY and WIFE IS KISMAT FUTY...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pandit ji ke pas ek bolne wala tota tha.
Sharma ji jab bhi pandit ji ke ghar ke samne se gujrate to
tota kahta: Aur bevkuf mote.
Sharma ji ne iski sikayat pandit ji se ki.
Pandit ji apne tote ko bahut danta aur use aisi harkat karne se mana kiya.
Agle din jab sharma ji udhar se gujre to dekha ki tota use dekh kar man hi man muskura raha hai.
Sharma ji jab use ignore kar aage badhe to tota peeche se bola: Samajh to gaye hi hoge.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi librarian se:-mujhe aatmhatya karni hai.kya aap mujhe aatmhatya per koi achchi book de sakte hain.
Librarian:-nahin bilkul nahin,mujhe pata hai aap mujhe wo wapas nahin denge.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik larka college mayn aik larkee say bola, "Ye hamaara principal bilkul Ulloo hae."
Lakee bolee, "Tum jaantay ho, maen kawn hoon? Maen principal kee baitee hoon!!!"
Larka bola, "Tum jaantee ho, maen kawn hoon?"
Larkee bolee, "Naheen"
Larka khooshee say bola. "Shukar hae yaar, jaan bach gaee"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon Likh Kr Lane Ka Kaha Tha
Pathan:
Hum Kya Kare Abi Hum Ne Kuttay Par Pen Hi Rakha Tha To Wo Hamara Tang Pe Kaat Kar Bhag Gya
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne log kyu bhaaga rahe hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Ladies Garments Shop Mein Salesman Ki Nokri Mili.
Aik Larki Aayi Aur Kaha:
Underwear Dikhao.
Pathan (Sharmate Hue):
Baaji ! Aaj Nahi Pehna..
by Pak101.com (few years ago!)