MUNA BHAI
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu.
by ADNAN (few years ago!) / 1118 views
Similar Jokes
Whats The Moral Of These Blockbuster Films.
Jannat
Murder
Gangster
Awarapan
Fanaa And
Titanic?
Moral: “Jo Ladki Ke Chakkar Mein Pada, Wo Kutte Ki Maut Mara“
by Pak101.com (few years ago!)
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to azaab hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Patni- Muje Sone Ka Haar Dilva Do Main Tumhe
Saat Janmo Tak Chahungi.
Pati- Haar Ke Saath Kangan Bhi Dunga, Lekin
Baat Isi Janam Tak Hi Rehne Do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tution sir: abey gadhe , homework kyun nahi kiya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
New age student: tameez se
baat kar sale,
customer se koi aise
baat karta hai kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:beta ap k papa ki karte hain?
Boy:jo mummy bolti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Punjabi buji hue ciagrate p rha tha
.
.
Pathan ne pocha ye Kaise p rhe ho
Dhuwan to nikal nhi rha.
Punjabi bola: Pagal cigrate CNG pe hy.
by Abdul Basit (few years ago!)
Ek Gadha : Yaar mera Malik mujhe bohot marta hai
Doosra Gadha : To tu bhaag kyun nahin jaata ?
Pehla Gadha : Bhaag to jaata... Par yahan future bright hai... Malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kehta hai "Teri Shaadi Gadhey se kar doonga"
Bas issi umeed mein betha hoon.
MORAL : Keeping hopes may not improve your future, but it will certainly reduce the pain of today.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
I didn't do my homework because I lost my memory.
When did this start?
When did what start?
by Pak101.com (few years ago!)
Plz sirf ek bar kehdo
Sirf ek bar..
December ki woh yaaden mujhe lota do,
Woh bhegi bhegi ratein,
Woh haseen lamhaat,
Jub tum mere bilkul qareb aakar,
Aankhon mein ankhain dalkar,
Jub tum ne..
Kaha tha!
Aande lee loo aande, garam aande!
by Abdul Sami (few years ago!)