hamesha garam rehney wali cheez
Wo kaun si cheez hai jo fridge me rakhne k bad b garam rehti hai..?.
.
.
.
Nhi pta..?
.
.
.
.
.
Garam masala :D
Dekha bachpan se genius hu pr kbhi ghamand nhi kiya.
by tahir bashir (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
biwi ko thapad marne ke baad pati bola ki aadmi usi ko marta hai jisse wo pyar karta hai biwi ne bhi repply mai kheech ke 2 mare aur dheere se boli aap kya samjte ho mai aapse pyar nai karti
by Pak101.com (few years ago!)
2 Sardars lookin at an Egyptian mummy.
Sardar1:Look so many bandages,
pakka truck accident case hai.
Sardar2: Aaho,
truck number bhi likha hay, BC-1760
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: yaar I Notice a very Impotant thingBanta:
Wht is dis?Santa: Jab railway Fatak Band hota hai
Tab TabTRain Jarur aati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dosti May To Log Apni Jaan Bhide Dete Hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
Lekin Apni Jaan Ka Number Nahi Dete..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar sent SMS to his BOSS:
“Me sick, no work”
Boss SMS back:
“When I am sick I kiss my wife try it”
2 hours later sardar sms 2 boss:
“Me ok, ur wife very
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by tanveer hussain (few years ago!)
Sagar Ki Geeli Ret Par Ek Ladka Betha Tha.
Usne Apne Sath Bethi Ladki Se Pucha: “Tum Bolti
Kyun Nahi?”
Wo Palkein Jhuka Kar Muskurai Aur Ret Pe Likha,
“Muh Mein Gutka Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by HAQ (few years ago!)