sardar vs faqeer
FAKEER: ary baba kuch dy do bohat bhooka hu,
SARDAR: 100 rupya dikhaty huy bola 50 rupy hn tmary paas??? faqeer kush ho kar g hein.
SARDAR: ty ja fir roti khaa ly:p
by sarmad abbas (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
Santa ka radio kharab ho gaya,
Khol kar dekha toh andar chuha mara pada tha.
Santa dekh kar bola,
... *
*
*
*
*
*
*
*
Yeh lo chalega kaise, sala singer toh mar gaya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Billon ke sataye aik gareeb admi ko karant laGA
Biwi: App theek to hain,
Gareeb: Ooh ,Mujhe choro ye batao Unit kitne gire hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pakeeza Jazba:
Jab Tum Kisi Ko Nazar Andaz Karo, Aur Woh Tumhain Iska Badla Wafa Se De.
To Jaan Lo, K
Sharafat Dikha Raha Hai,
Zaroor Koi Matlab Hoga Kameenay Ka. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Kehty Hain Larki K Hath Ma
Barkat Hoti Hai,
Bilkul Sahe
Q
K
2 Inch Ki CheeZ Hath Ma Do To 6 inch Ki Kr Deti Hai,
laga pogo
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa Se Pitney k Baad
Papa Aap Ne Koi KaLa ilm Seekha hai Kya?
Papa: NAhi Beta
Bacha phir itni Zalim Bala Pakri Kese.. ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Yaar aaj to 1 Rs. me 3 amrood mil gye.
Banta: Wo kaise?
Snta: 1 Rs. ka 1 usne dia, 1 mai utha k bhag gya,
or 1 usne muje fek ke mara...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pathan rozana apne parosi ki bellBaja kar bhaag jata tha
Ek din parosi ne pakar kar poocha, ye kya harkat hai?
Pathan: Ye hum miss bell marta hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan nadee ky kinaray naha rha tha,kay 1 admee aya or us kay kapray choree kr ky bhaag gya.
Pathan ny awaaz de ,O bhai kapre rakh lay magar naswaar tou dy ja,
by Pak101.com (few years ago!)
Achcha dost zindgi ko jannat bnata
hai. Islye Meri qadar kia karo
Warna fir kehte firoge.!! Bahti hawa sa tha wo
Yar hmara tha wo
Kaha gaya use dhundo.
by khalid hussain (few years ago!)