Snta Mehmaan Se- Thnda Loge Ya Garam.?
Snta Mehmaan Se- Thnda Loge Ya Garam.?
Mehmaan-Dono Le Aao..
Snta-Preeto.. Ek GLass Freezer Se, Aur Ek GLass Geezer Se Pani Le Aao..
by Pak101.com (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Aik Chunti or haathi ki love marraige hui, Aglay din haathi ki death ho gai, Chunti boli: Wah ri mohabbat, aik din ka pyar or ab saari umar qabar khodney mein guzray gi
by Mohammad Ali (few years ago!)
dost Or Lover me kya Farq
Hy.?
Lover:
Janu Bike Ahista Chlao Accident
Ho Jaye ga…
Dost:
Chwla race day agy Cultus vich
Bachiyan ne..
by itrat batool (few years ago!)
Baap: mujhe apni report card dikhao
Beta: Mere dost ne mujhse udhar li hui hai
Baap: Wo kyun?
Beta: Kyunki wo apne parents ko darana chahta hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Do u know what is difference Between radio and akhbar?
.
.
Simple
.
.
Akhbaar me hum rotyaan bech sakte hain and radio mai nahin :P
by Abdul Hannan (few years ago!)
Question: “Income Tax Aur Caller-Tune Mein Kya Similarity Hai?”
Answer: “Dono Ka Paisa Hum Bharte Hai, Maza Koi Aur Leta Hai.“
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer : When Is Your Birthday
Sardar : 13th Oct
Interviewer : Which Year ?
Sardar : Oye Ullu Ke Patte
Every Year
by Pak101.com (few years ago!)
Miraasi ka bacha school daakhil ho gaya
Teacher ne kaha 2 ka pahaara sunao
Wo sharmatay howe bola
Miss G Tussi Naal Niki Niki Tolki Wajao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wedding Is The Only Day,
When A Boy Stand On The Stage,
And Watched Other Girls Dressed Beautifully And Think
?
?
?
?
?
“Itne Din Yeh Sab Kaha Mar Gayi Thhiiii……“
by Pak101.com (few years ago!)