Papa agr aapko pata chale ki

KID-Papa agr aapko pata chale ki me First Divison pas hua to aapko kaisa lagega? PAPA-Mai to Khusi se Pagl ho jaunga.

KID-Bas isi Dar se me Fail ho gya!

by Pak101.com (few years ago!) / 874 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Burai ka badla

Pakeeza Jazba:
Jab Tum Kisi Ko Nazar Andaz Karo, Aur Woh
Tumhain Iska Badla Wafa Se De.
To Jaan Lo, K
Sharafat Dikha Raha Hai,
Zaroor Koi Matlab Hoga Kameenay Ka. :-)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Roti to tu bhi de sakta hai

Bhikhari ne Awaaz
lagayi- Babu ji roti
milegi??.
-
-
Andar se awaz aai -Biwi
ghar par nahi hai..
-
-
-
Bhikhari- Chumma nahi
maanga saale, Roti to tu bhi de sakta hai

by Mohammad Ali (few years ago!)
teacher to pathan

Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!

by Abdul Hannan (few years ago!)
Sachha Dost Hi Dost Ka Hamdard Hota Hai

Ek Admi Jo Ki Abhi Jawan Hi Tha Accident Ki Wajah Se Mar Gaya, Uski Bahut Hi Sunder Biwi Thi.
Jis Din Uska Antim Sanskar Tha To Us Admi Ka Ek Tharki Dost Uski Biwi Ke Pas Pahuncha Aur Bola

Dost: “Kya Main Suresh Ki Jagah Le Sakta Hoon?”
Biwi: “Haan Kyu Nahi, Mujhe Koi Aitraz Nahi Par Qabristan Walon Se Puch Lo“

by Pak101.com (few years ago!)
Momo to mehmood sahab

Momo to mehmood sahab
Aapkay kay dost nai kis pagal aurat se shadi ki hai kiya wo andha hai?

Mehmood sahab: momo mein nai tum sai shadi ki hai to kiya mein bhi andha tha?

Mono: chup bey

by Pak101.com (few years ago!)
Funny

Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,

Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.


Kisi Ne Pucha: Kya Hua?


Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 ghantay aatay ki line main

2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."

by Pak101.com (few years ago!)
Agar tum ek jungle

Sir: Agar tum ek jungle main ho, aur vahaan pe ek sher aa jaye to tum kya karoge?

Boy: Main ped par chadhunga...

Sir: Agar wo sher ped par bhi aa jaye to tum kya karoge?

Boy: Main Paani main kud jayunga...

Sir: Agar wo Paani main bhi aa jaaye to tum kya karoge?
.
.
.
.
Boy: Kaminey tu Meri side se hai, Ya Sher ke..

by Pak101.com (few years ago!)
Girl:paros wali

Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen..

Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti

"AB TUMHARI BARI HAI"

Phir mainay un ki ye aadat khatam karwa di.

Friend : Kaise ?

Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti...

"AB AAP KI BARI HAI"

by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar ki bevi

Sardar ki bevi:

Rat kafi ho gae he par sardar g nae ay,

zrur koe larki ka chkr hai sardar ki

mother: Hmesha bura hi sochna,

kya pta ksi truck k niche a gaya ho

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Boy-Ro Q rhi ho?

Santa zoo ka watchman

Santa- arz kiya hai..

NASA ne 4 Marathi babus

Expecting a reply

Highlands

Bhikari Aur Pathan

Itni Door Jane Ki Kya Jarura..

For pepsi "shahru

MALOOM HAI AAP BO

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook