Exam me SIR ne nakal Krne Di
Exam me SIR ne nakal Krne Di or kha Bahar jake Na khna k maine nakal krai h
GOLU-na g hum kahenge sir to bhut harami tha,kutte ne hilne b nhi Dia
by Pak101.com (few years ago!) / 1152 views
Similar Jokes
Wife: Plz Bike Tez Na Chalao
Mujhey Dar Lag Raha Hai
Sardar:
Agar Tujhe Bhi Dar Lag Raha Hai
To Meri Tarah Ankhein Band Kar Lay
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Doctor sahib mere pait
me bht gas ho gye hai
Doctor: Ahista bolo
Government ne sun liya to char
din ke liye bund ker denge. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Neend aati hai to Khuab aata hai,
Khuabon main Ek Larki aati hai,
Larki k peechy uska Baap aata hai,
Phir Na Neend aati hai, Na Khuab aata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man to pandit-phir se ladki hui hai naam bataiye
pandit-pehli ladki ka naam kya hai
man-neha
pandit-toh iska naam rakhdo "ek aur neha"
by Pak101.com (few years ago!)
Sara: My grand father lived 96 years & He never used glasses
Chaudhary:O menu pta ae
.
.
Kuj log sidha botle nu e mu la lende ne
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Baloch stdnt apne math k teacher se
"arrey sir amara poty aya ay"
Math's teacher: poty aya he to toilet jao na beta"
Baloch: arrey sir amare swal ka answer poty(40) aya he. Tm b na sir jao arrey :-
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
A blind man walks into a store with his seeing eye dog. All of a sudden, he picks up the leash and begins swinging the dog over his head. The manager runs up to the man and asks, “What are you doing?!!” The blind man replies, “Just looking around.”‘
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost Pathan se:
APRIL FOOL manaya?
Pathan: Han
Dost:kis k saath?
Pathan:Bv k 7!
hum ne 3 bar talaq dia
jab wo rone laga to Hum bola
APRIL FOOL,
APRIL FOOL..!
by Pak101.com (few years ago!)