Mast joke
Mast joke
Papu santa banta bike pe ja rhe the
.
Wo log signal tod dete traffic police wala unhe
rokta h bt wo log nahi rukte
.
.
.
.
Age jake traffic police wala unhe pakd leta h or
khta be tere ko rokne k Lye bola tha na
.
.
.
Papu khta h abe dhakan tere ko dikhai nahi deta
kya phle se 3 baithe h tujhe kahan baithayenge
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1057 views
Similar Jokes
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student dosre se:
Yaar aj koi esa kaam karty jo pehle kabhi nahi kia ho
.
Dosra Student: Teekh hai, thori si parhayi kar laity hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Miss: Aaj Tum Late Q Aae?
School 7 baje Shuru Hota Hai Fir der Q Ki?
Kid:Miss,Aap Meri Itni Fikar mat kia karian..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,
Lux Rs.25 ka kya hua,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..
by Pak101.com (few years ago!)
'A lion to an old goat “hey you stop I will today drink your blood”. Goat “pleas....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Khargosh K F.Sc Mai Aye 75% Marks
Kachway K 50%
Phr B Kachway Ka Univrsty Mai
Admision Ho Gya
KAISE?
Sports Basis Pe Na Yar
Bachpan Mai Race Nai Jeeta Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Mere dada ney 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat diye thhe. .
Dost: Gardanien kyun nai katein?
Boy: Wo pehle se he kati hui thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye,
beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo
peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n bahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga
tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Nursery CLASS Ka Bacha:
Ma’am Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?
Madam:
Oh, Very SWEET..
BACHA Apnay Dost Se:
Dekha, Maine Kaha Tha Na Line Marti H
by inayat khan (few years ago!)
santa ki bewi mar gai--sardar ji kafan leny gia---dukandar nay kafan ka kaprra dia-----santa kuch bola ,, jisay sun ky dukandar bay hosh ho gia..
santa.. is may aur colors dikawo
by Pak101.com (few years ago!)