Muje Sone Ka Haar Dilva
Patni- Muje Sone Ka Haar Dilva Do Main Tumhe Saat Janmo Tak Chahungi.
Pati- Haar Ke Saath Kangan Bhi Dunga, Lekin Baat Isi Janam Tak Hi Rehne Do.
by Pak101.com (few years ago!) / 1144 views
Similar Jokes
Pappu while filling up a form:
What should I write against mother tongue.?
Santa: Very long…..!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Dost Banta Ko Apne Business Ke Bare Mein Bata Raha Tha
Santa: “Jab Mene Dhanda Shuru Kiya Tha Tab Mere Paas Punji Thi Aur Mere Partner Ke Paas Anubhav”
Banta: “Acha, Tab To Punji Aur Anubhav Ke Mail Se Tumhara Dhanda Khoob Chamaka Hoga?”
Santa: “Nahi, Par Akhir Mein Uske Paas Punji Aur Mere Paas Anubhav Ho Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: ?Agar main mar gayi to tumhara kya ho ga??
Husband: ?Agar tum na mari to mera ho kya ho ga??
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Agar Bhagwan tumhe 1 wish de or Paise or
akl me 1 leno ho to tu kya le.
Banta: Isme puchhna kya hai me Akl lunga
Santa: Achha jiske pass jo cheej nahi ho wohi lena
chahiye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st Man: Which Is The Best Month
To Get Married..?
2nd Man: Octemb ruary
1st Man: Don't Be Silly,
There Is No Such Month
2nd Man: Exactly
by Abdul Rehman (few years ago!)
1dost:Agr Me Subah Apni Car Me Niklu To
Sham Tak Me Apni Aadhi Zamee B Nahin Dekh Sakta
2ra dost:Hamare Pas B Pahle Aisi Hi Car Thi
by Mohammad Ali (few years ago!)
3 Friends Saath Mein Bethay They
1st One:
Yaar Main Itni Garam Chaye (Tea) Peeta Hoon K
Jaisay Hee Ketlee Say Cup Mein Nikalti Hai Mein
Peejata Hoon
2nd One:
Yeh Konsi Bari Baat Hai Mein To Ketlee Mein He
Tyaar Ker K Ketlee Mein Hee Peejata Hoon
3rd One:
Uhh.. Yeh Konsi Bari Baat Hai
Main To Muh (Mouth) Mein Doodh, Patii Aur
Cheenee (Sugar)
Daltaa Hoon Aur Gas Par Baith Jaatha Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:me next month 18 ki ho jaungi
boy:pher do gi?
Girl:kiaa
boy: vote p.t.i ko do gi
by Sabir shah (few years ago!)
Malik- Aaj Tumne Roti Me Jayada Ghee Laga Diya Hai.
Naukar- Galti Ho Gai Malik.
Lagta Hai Maine Aapko Aapni Roti De Di Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne pressure cooker kharida;
dusre din wapis kiya;
S'keeper-
Q wapis kiya ?
Santa-
ghar me jawan betiyan he or ye sala sitiya bajata hai . .
by Pak101.com (few years ago!)