Pathaan ki chalaki
Pathan: Doctor sahb Plastic Surgery par kitna kharcha ayega?
.
Doctor: 2 Laakh
.
Pathan: owr agar plastic hum de tu?
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Sardar saying to his friend- yaar meina compeny ke computer ko jor jor se chalaya button dabaya to computer bolta he “what r u doing”. Meine computer ko na main switch se band ker diya or bhag gaya.
Dusra Dost- kyon?
Sardar yaar computer has a good mind wo Malik ko bata dega to…
by Pak101.com (few years ago!)
Maa doctor se phone par- Mere bache ko current laga hai main kya karun
Dr.- Pehle Aap allah ka Shukr ada kare ki Aap ki taraf Light aa rahi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
santa CIGRATE P raha tha
Lady-tmhare Maa-Baap ko pata he tm cigrate pite
ho?
snta-Kya Apke H usband ko PATA H Aap AJNABI
Se baat krti ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by Mazhar Khan (few years ago!)
G
o
o
o
o
o
o
ool gape de muh wale msg to kar de hahaha
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher:
Batao Kutta Shadi Kyun Nahi Karta?
Student:
Miss Wo Pehle He Kutton Wali
Zindagi Guzar Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter : Your bill Sir
Boy : Take my Card
Waiter : But Sir,this is Student
Card
Boy : To phir bahar kya mazaak me likha hai
“ALL CARDS
ACCEPTED…:D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
A RAILWAY JOB INTERVIEW
Officer:Tumhein pata chalay ky 2 train ek hi track pe amny samny se aa rahi hain to tum kya kroge?
Sardar:Me kanta badal donga
Officer:Agar na badal sako?
Sardar:Me Red signal donga
Officer:Light na ho to?
Sardar:Me Red jhanda dikha donga
Officer:Jhanda b na mila to?
Sardar:Me Chotay Bhai ko bula longa
Officer:Kyun?
Sardar: Ohnu train di takkar wekhn da bara shoq ay.”:-D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teachar: Kya tum aisa kuch kar sakte ho jo koi aur nahin kar sakta?
GOLU: Sir, mai apni handwriting padh sakta hun
by Pak101.com (few years ago!)