Daant nikalne ke liye Muh kholiye
Daant nikalne ke liye Muh kholiye
Lady: Aa..aa
Dr: Aur thoda
Lady: AA..AA
Dr: Aur thoda Kholiye
Lady: Dr, kya aap muh mein baitke daant nikalenge?
by Pak101.com (few years ago!) / 899 views
Similar Jokes
WIFE - Suno G jab aapne pehli bar mera gunghat uthaya to kaisa mehsoos kiya?
PAPPU - MA kasam mar hi jata agar TV par aahat dekhne ki aadat na hoti....
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: DELHI May Kutubminaar Hai.. A Student Was Sleeping..
Teacher Wakes Him Up & Asks: "Wht Did I Say"? Student: "Delhi Mey Kutta Bimar Hai" :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by khalid hussain (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus
aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein
naha raha hoon?
.
.
Naukar: Hazur galti ho gayi,
mein
samjha tha begum sahiba hai. OooPPSSS
by Abdul Hannan (few years ago!)
Tcher: Jo Dusro Ko Apni Baat Na Samjha Sake Wo Gadha Hota He
Pappu: Sir,Kya Matlab Mai Samjha Nai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us
ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay..........
Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In a football match.
Lalu: Ye log ball ko pair kyun maar rahe ne?
Sardar Ji: Goal kare he liye.
Lalu: Par ball to pehlan hi gol hai, aur kitni gol karengey ?
by Pak101.com (few years ago!)
An old man married a young Girl, Someone asks the GiRL: Aap ne in mein Shadi ke liye kiya daikha?
Girl: Aik to inki INCOME or dosray in ke Din kam.
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardar Or Pathan
FARAZ K Ghar Gayee
Or Kaha
Hum Apk Bohat Shukr Guzar Hain
FARAZ Ne Wajah Pochii
To Sardar Or Pathan Ne Kaha
Jabse Pakistaniyon Ne
Apki Shayari Ki Waatt Lagana Shuru Ki Hai
Jabse Hum Mehfooz Hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Agar life main kabhi koi mistake ho jaye .
To 2 minute apni ankhain band karo Or socho
.
.
.
ke
.
.
.
.
. Iska ilzam kispar lagaya jaye =D
by Pak101.com (few years ago!)