Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
Santa- “Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
baat nahi rakhunga”
Banta- “Kyo… Kya phir kisi ne mana kar diya?”
Santa- “Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 963 views
Similar Jokes
Bush:Meri sister da munda huya.
musharraf: Mubarak ho.
Bush:par afsoos di gal a.
musharraf: ki?
bush:baap da pata nahi.
musharraf: koi gal nai,Osama pa dal do!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar tujhe bus mein thapad kyun pada?
Banta: Pata nahin yaar, meri photo neeche gir gayee thi, maine kaha behen ji zara saadi upar KaRNa photo leni hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chiman is trying to commit suicide on the railway
tracks...takes along some wine and chicken with
him.
Somebody stops him and asks,
'Kyon bhai ye sab kyun leke baithe ho?'
Chiman replies, 'Saali train late aati hai
kahin bhook se na marjaun..'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sir: Agar tum ek jungle main ho, aur vahaan pe ek sher aa jaye to tum kya karoge?
Boy: Main ped par chadhunga...
Sir: Agar wo sher ped par bhi aa jaye to tum kya karoge?
Boy: Main Paani main kud jayunga...
Sir: Agar wo Paani main bhi aa jaaye to tum kya karoge?
.
.
.
.
Boy: Kaminey tu Meri side se hai, Ya Sher ke..
by Pak101.com (few years ago!)
Main Tumse Bohat Pyar krta hu
Main tume New Ghar le k dun ga
Me Tumhe New Gaari le k dun ga
Hum bhag k shadi kar le ge
Bas Mera Metric ka result aane do.
by Pak101.com (few years ago!)
Father to son: If You don’t pass your Exams this time
Don’t you dare call me DAD,
After some days……..
Father asked:How is your result?
Son:Sorry Mr. Joseph.
by Pak101.com (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qyamt ki 10 Nishani
=Zardari Emandari Krega
=Altaf Karachi Aye ga
=Musharaf P Muqdma HoGa
=Sheri Rhman Prda Kre Gi
=Ch Shujat ko bolna ayga
=S.Rasheed k Shadi ho Jaygi
=Imran khan Ko Sadarat Mly gi
=Qazi Husen Dhrna Chor DeGa
=Nawaz Sharif SUCH bole ga
=Mulana Fazlurehman Pant Shrt pehnEga
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Dr:ap k shohar theak ho sakte hain agr ap un k sath larai jagra na karo.
Husband:kia kaha hai dr. ne
wife:tm la ilag ho.
by Sabir shah (few years ago!)
ek maa nay bachay ko nasihat kartay huay kaha:.
"yaad rakho. hum is dunya mai dosron ki khidmat karnay eye hain".
bachay na thori der socha phir poocha. "aur ammi, doosray kis liye aaye hain??".
by Pak101.com (few years ago!)