Boss aap shadi shuda mardon ko

Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????

Boss:

Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=

by Pak101.com (few years ago!) / 991 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Funny Lawyer

A man was in court and the Judge asked him “For the record, state to the court
your birth date". "June 20th" replied the man."Which year" asked the judge.
"Every year" replied the man.

by Pak101.com (few years ago!)
Wheeling

Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.

Aur Bola:

.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …

by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher class mein larkoon ko bata rahe they

Teacher class mein larkoon ko bata rahe they
Ensana mehnat kare tu jo chahe ban sakta hai

Aik larka bola: Magar mere abbo kehte hain ke Tum laakh koshish kar lo woh naheen ban sakte jo banna chahte ho

Teacher ne poocha? Tum kia banna chahte ho?

Larke ne jawab diya: ” Lady Doctor “……

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye

Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...

aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...

maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...

uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...

jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...

faqt uski saas
AWAAM

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 100 Ke Note Pe

Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha

2nd Pathan:
Ye Tum Kya Kar Rahe Ho

1 Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Ek Moti Aurat Doctor se:

Ek Moti Aurat Doctor se:
Suna hai Khelne Se Motapa kam hojata hai,
Par Mujhay Koi FarQ Nahi Para.

Dr: Konsa Kheil Khelti Ho ?

MOTi: CHErri Uddi KAAn UddA :

by Mohammad Ali (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya

Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!

Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!

Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!

Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!

Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo konsi ek baat hai

Ques: Wo konsi ek baat hai Jo Students hazaro'n saal pahly bhi kahty tay, Aaj bhi kahty hain, owr Qayamat tak kahty rahengay?
.
Ans: Bus yarr kal se parhayi shuru karunga

by Mazhar Khan (few years ago!)
Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Padta Hai?

Ek Bar Ek Chinki Ke Ek Dost Ne Us Se Puchha

Boy: “Yaar Chinki Ek Baat To Bata, Ye Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Parta Hai?”

Chinki Huste Hue: “Ladka Handsome Ho To Ho Jata Hai, Aur Agar Ameer Ho To Karna Parta Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahebji ghabraye hue aaye

Ek sahebji ghabraye hue aaye aur biwi se bole: “Begam, aaj main office se aa raha tha ki raste mein ek gadha…!”

Itne mein unki bachhi bol uthi: “Mummy, Shyam ne meri gudiya tod di hai.” Pati ne phir kehna shuru kiya “Haan toh begam, main keh raha tha ki raste mein ek gadha…..!”

Itne mein unka ladka bola: “Mummy, Rita ne meri car tod di hai.”

Biwi ghusse mein aakar boli: “Bhagwan ke liye tum sab chup ho jao, mujhe pehle gadhe ki baat sun lene do..!”

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Galti ho gayi..

Hik sardar ek ladki de naal ..

1 sardar apne bhai ko mar ra..

1 Pathan Ki Cycle Chori Hogai

Girl's Wish For Life Partner

“JO” DAR GAYA, “WO” MAR GAYA”

Aaj mairi Unse Larayi Hogayi

dost ki kabar

Ek Pathaan Tableeghi Jamaat ..

England Mother

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook