yaar I Notice a very
Santa: yaar I Notice a very Impotant thingBanta: Wht is dis?Santa: Jab railway Fatak Band hota hai Tab TabTRain Jarur aati hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1021 views
Similar Jokes
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi ki party mein DJ wale nepuchha: kab tak bajaana hai…..??...
Santa: oye 8 – 10 peg Lagane takbaja lo uske baad toh hum sabgenerator ki awaz par bhi naachlenge… :p =D :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Girl Fasi Laga Rahi Thi
GOLU Ne Window Se Dekha, Socho GOLU Kya Bola Hoga?
Sirf Latkne Se Height Nhi Badhegi Mumy Ko Bolo COMPLAN Pilaye.
by Pak101.com (few years ago!)
'Ab too iss darr say rona he chor diya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kaheen humaaray aansoon pay dengue anday he na
chor jae....:'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband wife mein ladai hoi
Husband wife mein ladai hui,
Husband ghar se chala gaya ,
Husb:Raat ko phone pe ,"Khane main kya hai"
Wife:Zeher.
Husb:Mai der se aaoonga, tum kha kar so jana:
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Tailor Ke Pass Jata Hai Aur Puchta Hai.
Santa: “Bhai Pent Ki Silwai Kitni Hai?”
Tailor: “Ji 150 Rupaye”
Santa: “Aur Nikar Ki Silwai?”
Tailor: “Ji 50 Rupaye”
Santa Kuch Soch Kar Bola: “Chalo Nikar Hi Seel Dena Par Lambai Pairo Tak Rakhna“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai? Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book
by Pak101.com (few years ago!)
HUSBAND ne WIFE se:
"HATA Lo Apne Chahre Se Ye Zulfe,
A Jaane-E-Tamanna
.
.
.
.
.
KHUDA Kasam
.
.
.
Agli Baar "Khane" Me Baal AAYA to Sajni se Gajni bana Dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrellame hole kyun?
Sardar bola, Oye baarish ruk jayegi to pata kaise chalega
by Abdul Basit (few years ago!)