Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?
Teacher: Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?
Student: Sir 4 Mausam.
Teacher: Kaun Kaun Se?
Student: Hartaal, Election, Imtehanaat, Hungame.;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1197 views
Similar Jokes
Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. .
.
.
Itne me us ka
husband aa gaya aur uske BF Ko pitne
laga..
Ladki- Maar saale Ko
Apni biwi ghumaata nahi h,
Aur dusro
ki biwi gumaane le aata hai...
.
.
.
(itne me BF josh me
husband ko marne laga)
.
.
.
Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata hai,
na kisi aur ko ghumaane deta hai...
by Pak101.com (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
What is jihad bin nafs?
It is when u see 100 Notifications, 20 Messages and 30 Friend requests on Facebook . . . . . .
Still you click "Logout" & "Study" Yay
by Mazhar Khan (few years ago!)
ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha tha.
logo ne pucha: kia hua sardar ji?
sardar ji bola: meri bhabhi achi aurat nahin he ji.
logo ne pucha: q kia hua?
sardar bola: yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun,"kis se bat kr rhe ho?"sab bolte hein......
"TERI BHABHI SE"..........
by Mazhar Khan (few years ago!)
Facebook Ka Junoon… Patni Ki Maut Par Bholu
Pappu Se Milne Gaya: Bholu: Bhai Bahut Galat Hua,
Muje Afsos Hai….
Pappu: Yeh Rona Dhona Chod….Jaldi Se Laptop Le
Aa… Bholu: Par Kyun ?? PappU: Yaar Facebook Pe
Relaionship Status Update Karna Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sunehri BaT
Insan Apni Khubsurti, Kpron Or Taleem Se Nhi Pehchna Jata
Balky Wo Agr Ksi Chiz Se Pehchana Jata Hy To Wo Hy Sirf Or Sirf Uska
Shanakhti Card.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aj ki taza tareen news .
..
.
.
.
.
.
.
.
.
News pepar pe ho gi parh lena aur mujhe bi btana.
by Sabir shah (few years ago!)
KETNA KHOBSORAT JANGAL HY AO MAIRY 7 JANGAL KI SAIR KARO,
CHEETA US KY SATH HO LEYA AGeY 1 HATHI SAMAND BOND KA NASHA KR RAHA THA CHuHY NY USY BHI YAHI KAHA WOH SATH HO LEYA,AGAY 1 SHAIR HIRON PINY RAHA THA CHuHY NY USY BHI YAHI KAHA TO SHAIR NY THAPAR MARA, JAB HATHI OR CHEETA NY PuCHA KEH AAP NY ESY KEYON MARA TO SHAIR BOLA KEH KAL BHI KAMINA BHUNG PI KR MUJHY 3 GHANTY GUMATA RAHA HY
by Mazhar Khan (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teachr: Tum bade ho kar kya kroge?
Santa: Shadi
Teachr: Nahi, mera mtlab kya banoge?
Santa: DADDY
by Mohammad Ali (few years ago!)