Kuch To Daro
School Ke Bahar Ek Ladki Ro Rahi Thi, Ladke Ne Jakar Ladki Se Puchha.
Ladka: “Ro Kyun Rahi Hai?”
Ladki: “Marks Kam Aaye”
Ladka: “Kitne Aaye?”
Ladki: “92%”
Ladka: “Khuda Ka Khof Kar Kalmuhi, Itne Mein To 2 Ladke Pass Ho Jate“
by Pak101.com (few years ago!) / 898 views
Similar Jokes
BANTA ne HAJAMAT ki dukan kholi...
SANTA shave karane aaya.
Banta:- Muchh rakhni hai?
Santa- Haan.
Banta (Mucch kat ke)- le rakh le, jahan rakhni hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,
Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek riksha k piche likha tha ki 'Sawan ka intazar he'. Piche se ek truck aya aur riksha ko uda dia.
Aur uske pichhe likha tha 'Aya sawan jhoom ke'
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kadvaa sach :-)
Behan ki friend behan ho sakti hai,
Bhai ka friend Bhai ho sakta hai,
lekin wife ka friend wife nahi ban sakti
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Modern Laila Mein tumhare ishq me barbaad ho gai, lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi
Modern Majnu To karmjali, mein kaun sa bank managar ban gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to a student: "Ess line ki english banao- Usne apna kaam kiya or karta hi gaya."
Student : He done his work and done-dana-dan done-dana-dan.
by Pak101.com (few years ago!)
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
Logo Ki Biwion Ko Paas Bitha Kar Pati Ke Marne Ke Faide Batate Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : Why
You Did Not Close Your Eyes
When
I Kisses You ?
.
.
.
.
....
.
Girl : Kaminey .. Last Time Eyes
Close Ki Thi, Tab Tu Ne Mere
Purse
Se 500 Rupy Chura Liye The
by Pak101.com (few years ago!)
Hik sardar ek ladki de naal physical relation badade janda paya si, and ladki ne kaha”Ruk jao sardar ji, warna main apni jaan de dungi” Gusse me Sardar ne kaha, “jaan de dena par kisi de kam na aana”
by Pak101.com (few years ago!)