Ye daulat bhi lelo
Jagjit Singh: Ye daulat bhi lelo.. Ye Shaurat bhi lelo. . . Ye daulat b lelo,ye shaurat b lelo... Santa: Ye bechara bahut pareshan hai iski aurat bhi lelo..
by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Girl (boy ko jealous feel karane k liye):” Dekho woh
ladka meri taraf dekh
ke muskura raha hai…
.
.
. Boy:” Yeh to kuch bhi nahi,
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
jab maine pehli baar teri shakal dekhi
thi to 3 din tak Apni hassi nahi rok paya
tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
ASrdar: Yar aj mujy ajeeb msg aya or mera mobile off ho gya..
2nd Srdar: Kya likha tha.?
Srdar: Battery low..
2nd Srdar: mUjy sEnd kr, sb kO tAng krUn gA..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha! chotha mai karna bhool gia! paanchwa mujhe nazar nhe aya! chatta paper ki pichle taraf tha, maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Best Things in Life
.
.
.
.
.
1. Raat ki Neend
.
.
2. Dopahar ki Neend
.
.
3. Subah ki Neend …
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Memon Ne Apna Nayaa GHAR Construct Kia
Construction Ke Baad Ooper Walay Portion Per PAINT Karaaya……….
AUR Neechay Waaley Portion Per Likh Dia………….
“SAME AS ABOVE”
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT : Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, woh Sabrina ka baap aya hai tere ko dund rehla hai.
CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaoon gayea hai, kheti karne ko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT :Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Punjaban: Maa aaj mai nay 1 larkay
ko bewaqoof banaya
Maa: woh kaisay ?
Punjaban : may nay uss ka 500 ka
note aapni sandle may chupa lia aur
woh 2 ghantay tak meri braizer may
dhondta raha
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Wife:agar main mar jaon to tum kia karo ge...............
Hasband:Shayad main bhi mar jaon ga..........
Wife: kion???
Hasband:kabhi kabhi zyada khushi janlewa hoti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ladkiyo me aur Pepsi me kya similarity
hai ??.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answer:” both are Cool, Sweet..sab pasand
karte hai
aurMost important similarity; is,
dimag wali jagah
dhakkan hai..:
by Mohammad Ali (few years ago!)