Mai gali se jab guzarta hu to
Banta-Mai gali se jab guzarta hu to KUTTE mujhse dar k
bhag jate he
Santa-Apne BOSS se to har koi darta he
by Pak101.com (few years ago!) / 1026 views
Similar Jokes
2 girlz in Bus
Fighting 4 Seat
1st
me bethungy
Pehli me aai hu
2nd
Pehlay me aai hu
Boy:
Ary bhai jo umar
me bari hay wo
beth jaey
Both grlz:
Baji pehlay aap :)
by tahir bashir (few years ago!)
Teacher: Shadi ke waqt Dulha ko gorhy (horse) par kion betaya jata hai??
.
Student: Last warning di jati hai ky abhi bhi waqt hai bhaag ja….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A patient came to his dentist with problems with his teeth.
Patient: Doctor, I have yellow teeth, what do I do?
Dentist: Wear a brown tie!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor Pathan Ka Mobile Lekar Bhag Gaya
Pathan Hasne Laga
Dost: Woh Tumhara Mobile Lekar Bhaga Aur Tum Has Rahe Ho.
Pathan: Bhagne Do Charger To Mere Pass He...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Ik accident hoya, bohot bheer ikathi ho gi.
Santa Kumar nu agge ja ke dekhan da moka nahi c mil reha. Clever Santa cried: "Hai mera bapu…"
Bheer ne Santa nu agge jan dita. Agge ja ke dekhya ta…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
...khota marya pya c !!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Dad’s writes on son’s facebook wall:
Dear Son, how are you? All are fine here. We miss you a lot.
Please turn off the computer and come down for dinner.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy….
tum larkiyaan itni khabsorat kyn hoti hooo .
Girls..
kyn k ALLAH ney hum ko apney hatoon sey banaya hai
Boy….
bol tu aise rahi ho jesey hum net sey download howe hain
by Mazhar Khan (few years ago!)