tum larkiyaan itni khabsorat kyn hoti hooo
Boy….
tum larkiyaan itni khabsorat kyn hoti hooo .
Girls..
kyn k ALLAH ney hum ko apney hatoon sey banaya hai
Boy….
bol tu aise rahi ho jesey hum net sey download howe hain
by Mazhar Khan (few years ago!) / 957 views
Similar Jokes
1 din bandar bola: Maa meri dulhan kon he plz meri shaadi karwaado
Maa boli: dekh teri dulhan SmS parh rahi he.
Agar parh k muskrae to shaadi paki…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ki Wife Ka Rang kala Tha
1din biwi ne Orange Saari pehnkar Pucha
Mai Kaisi Dikh rahi Hu?
.
.
.
Santa: jaise koile ki
factory Me Aag lag Gai ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Nirmal baba akhirkar dukhi hokar shiv ji k pas gaye
bole sare bhakt piche pade h,
shiv-beta kbhi jail gye ho.
Baba-nhi.
Shiv ji-jail hokar aao. Kripa aani suru ho jyegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAAZ-DR.Meri BIWI Ne Petrol Pi Liya He Or bhag Rahi He
DR-Tension Mat Lo
Jub Petrol Khatam Ho Jayega To Wo Aa Jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Preeto: me bahar ja rahi hun aapke liyer coocker
me khichari set kar di hai, 2 2 siti laga kar kha
lena.
Santa: Muhn se 2 siti laga kar coocker kholta hai
aur bolta hai lagata aaj usne mujhe oollu bana diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Film Director to Akshay Kumar: Tum ko 100 ft ki height se swimming pool me jump lagana hai.
Akshay Kumar: Par mere ko tairna nahi aata, mein doob jaunga.
Funny Film Director: Don't worry, pool me paani nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
BV -Wo Aadmi Muje Dekh K Muskura Raha H
Pati-Jrur hasega,jb maine pehli bar tumhari shakal dekhi thi to Mai b 3din tak Apni hasi nai Rok paya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 sardar airhostess se,
“Aapki shakal meri biwi si bohut milti hai!”
Hostess ne zordar thappar us k mun pe mara..
sardar forun bola:”Adat bhi bohut milti hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In A Party
Wife To Waiter: Where has the beautiful girl gone who was serving drinks?
Waiter: Why, you want a drink madam, I will arrange for you….
Wife: No, Actually I am searching my husband.
by Pak101.com (few years ago!)