Ek chhota bachcha doosre
ek chhota bachcha doosre bachche se:-agar din ko suraj nahin nikala to kya hoga?
doosra bachcha:-bijli ka bill bad jaaega.
by Pak101.com (few years ago!) / 1125 views
Similar Jokes
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor: Woh Memon Mareez Ab Kis Baat Par Jhagar
Raha Tha?
Nurse:
Iss Baat Per Ke Dawaen Khatam Honay Se Pehlay
Hi
Wo Kyun Sehat Mand H0gaya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
jang may pathan nay bullet proof jacket ki jaga machar dani pahan rakhi thee ....kisi nay pocha kio g pathan bola jis may say machar nahy guzar sakta goli kaisy guzary ga ,,,,,,
by atif majeed (few years ago!)
bhai behen bichadne ka kya hua anjaam ??
Dnt say wah wah Plz feel the pain ... (o_O )
bhai behen bichadne ka kya hua anjam ??
MUNNA bana MBBS aur MUNNI hui badnaam
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Ye Syrup 2 chammach subhah,
2 dopahar,
aur 2 Raat ko,
3 din tak lena hay...
Pathan: Apna dawai apnay pas rakho hamara ghar me itna chammach nhi hay!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar sent SMS to his BOSS:
“Me sick, no work”
Boss SMS back:
“When I am sick I kiss my wife try it”
2 hours later sardar sms 2 boss:
“Me ok, ur wife very sweet”
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar Ji and Hitler Joke
Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
Sardar says: Ab bolne se kya faayda? "Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Golu: Doctor sahab, yeh dawai saarey shaher mein kahin bhi nhi mili.
.
Doctor: Arey, dawai to mai likhna hi bhool gaya,
yeh toh mera signature hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Docter : Santaji Aap ke dono kidney fail hogaye hain!
Santa : Ha Ha Ha, What a joke ..
Mera koi bhi kidney aaj tak kabhi school hi nahi gaya.
by Pak101.com (few years ago!)