Bacha na ho
Mufti Asif Ali Zardari Apni Book
(Sheri Rehman k Jalwe)
Men Farmatay Hen.
Chicken Broast Aise Pakao k Kacha Na Ho.
Or
Muhbt Aise nibhao k Bacha Na Ho.
by Abdul Sami (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Girl:- Jaldi khidki se kudo, papa aa gye hai.
Boy:- Lekin ye 13v mnzil hai,
Girl:- Janu ye shagun - apshagun sochne ka waqt nhi hai jaldi kudo.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Tum kahan paida huway?
Pathan : Khyber PakhtoonKhuwaa me.
Teacher : Is k spelling batao?
Pathan : Zara thehro! Hum ko lagta hai k hum
.
.
.
.
DADU me paida huwa tha....:-0
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Biwi ne New Sim li or socha Shohar ko Surprise don,
Shohar Room mei betha tha wo kitchen mei gai or shohar ko Call ki:"Helo Drling"
.
.
... .
.
Shohar ne halki Awaz me jwab dia:
Tum baad me cal krna abi 'Dainn' kitchen me hy.
by Pak101.com (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat
se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor chori karne ek Ghar mei Ghusa.
Santa: Kaun hai?
Chor: Miyaau....
Santa: Kaun hai?
... Chor: Miyaauuu...!!.
Santa: Kaun hai?
Chor: saale billi hu billi..!!!.
Santa: Ok ok...
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Bhoot Apne Baal Katvane Naayi Ke Paas Gaya.
Naayi Ke Pass Pahle Se Hi
Customer Bethe The, Bola: “Baad Mein Aana, Abhi Main Busy Hoon”
Bhoot Ne Kuch Aisa Bola Ki Naayi Ko Heart Attack Ho Gaya,
Kya….?
Bhoot: “Sar Rakh Kar Ja Raha Hoon, Tum Baal Kaat Dena Main, Baad Mein Le Jaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Khabardar Miss Call Sehat Ke Liye Muzir Hai Tabiat Ziada Kharab Ho To Call Kijiye Tamam Sms Waldain Ki Pohanch Se Door Rakhye Vizarat-E-Tum Hakoomat-E-Hum
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Teacher:insan apne ap ko sab se ziyada khofzada kb feel karta hai?
Pappu:jab wo 1 aise wash room me baitha ho jis ki kundi na ho
by Sabir shah (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)