Tumhaare aur harish ka
Teacher: tumhaare aur harish ka answers ek jaise hai. woh kaise?
Student: kyunki question ek hi tha na masterji, isliye :-
by Pak101.com (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!Orkut Pe Mujhe Bhi Add Karlo;-)
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Molvi : Jab Main Mar Jaun
Tou Samney Walon O Zaroor Bulana
Bivi: Kyon ?
Molvi : Unkey Ghar Ki Aurten
Mordey Se Lipat Lipat Key Roti Hain
by Pak101.com (few years ago!)
1 PATHAN Ne Apni Bhabi Ko Jan Se Mar Dia.
Logo Ne Pucha K Q Mara ?
Wo Bola:
Yara Me Jis sy Bhi Puchta K Phone Pe Kis Se Baat Kr Rha Hai, Kehta.
Tmhari Bhabhi Se..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhanja:Mujhe 200/Rs. Do,
Mama:Tujhe Rupaye Ki Nahi AQal Ki Zarurat Hai,
Bhanja:Ab mai Apse Wahi Cheez to Mangunga Jo
Apke Paas Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Ladki Ne Apne Premi Ko Ek Din Dukhi Man Se Bola
Ladki: “Main Maan Banne Wali
Hoon”
Ladke Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Bola: “Nahiiiiiiii”
Ladki: “Oye Pagal Main Teri Maan Banne Wali Hoon, Tere Baap Ne Mujhe Purpose Kiya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
7 Peer 7 Chatayion Pe Bethe Thay
Aik Larka Aya
Or Sabse Aged Peer Ko Bola
Baba! Larki Nahi Set Hoti
Peer Ne Sabse Chote Peer Ko Kaha Chotu 1 Or Chatai Bicha Dey
by Pak101.com (few years ago!)
Golu- Aur biskut Lijiye Na!!
Mehmaan- Nahi Shukriya,Mai Pehle Hi 4 Kha Chuka Hu...:O
GOLU- Waise khaye to aapne 8 hai, par chalo yahaan kaun gin raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
2 Choohe Darakht pe bethe the
Neeche se 1 Hathi guzra
Ek Chooha hathi pe ja gira
Hathi ruk gya
2sra choha bola
Daba k rakh salay ko
MAin b aata hon…
by hearthackervsgirls (few years ago!)