saradr g replied
What is Common between : Krishna, Ram, Gandhiji & Jesus..?
Sardar ji Replied : All are Born on Government Holidays.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 970 views
Similar Jokes
Father to son: How did you write your exam?
.
Son: They had asked questions which I didn't know, so I wrote answer which they will not know
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say Sawal Kia:
Tum Mera Sath Kab Tak Chahtay Ho?
Larka Ro Diya Our Apnay Aansoo Ka Aik Qatra Samandar Main Gira Diya
Our Kaha: Jab Tak Tum Is Aansoo K Qatray Ko Dhoond Na Lo…
Is Par Samndar Bhi Ro Diya Our Kaha: Ay Pakistanio.
Tum Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan Sekhtay Kaha Say Ho?
Larkay Nay Muskura Kar Kaha:
Dr Tahir ul Qadri Say….
by Mazhar Khan (few years ago!)
TV On karo….
Abhi abhi Government of Pakistan ne Ordinance jaari kiya hai
k
KhoobSoorat logon ko is mulk se nikal diya jaye ga
Aap to 100% save ho
.
.
.
Par mein kahan Jaaon??
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Pathan K Bachay Ko Dekh Kar Bola:
Bohat Khubsurat Hy!
Kitne Maah Ka Hy?
Pathan Gussey Me Bola:
Kameene 1 Hi Maa Ka Hay.
by Pak101.com (few years ago!)
2 Cockroach “I.C.U” mein eik sath admit thay.
1st:Kisne maara??
2nd:Kisi ne nhi yar,aik lrki mujhy dekh k itni zorr se chillai k saala heart attack ho geya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Eik bachay ke ghar guests aa gaye.
Maa ne kaha: beta, mehmaanon ke liye kuch le kar aao.
Bachay miyan bhage bhage gaye.
Aur mehmaanon ke liye “Rikshaw” le aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai…………
by Pak101.com (few years ago!)
1 Baar 1 chor ne apni mangetar ko sone ka set dia
Mangetar ne khush ho k pucha is set ki keemat kya h?
Chor ne jawaab dia....:
Teen Saal Qaid...!!!
by Pak101.com (few years ago!)