4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey
To train men logon ne kaha
WELDONE
Pathan: khaak well done?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Mom:Boyfriend Jab Kiss kare to bolo “DON’T”
Or Jab Galy lagae to bolna
“STOP”
2nd day Beti:
MOM usne dono ek sath Kiya to Me ne b ek sath kaha
“DON’T STOP”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik girl akeli ja rahi thi, aik boy samne se aa raha tha,
girl chali gai boy bi chala gia
moral har larka ap jaisa nai
by Sabir shah (few years ago!)
Jes Din Se us Bewafa Ne Mujhy Chora Hai
.
“Dost”
.
.
.
.
Yaqeen Mano
.
.
.
.
.
.
Mobile Ki Battery 3 Se 4 Din Aaram Se Chal Jati Hai..?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladke wale ladki dekhne gaye.Ladk ne Ladki se
pucha:"Aapko KHANA BANANA aata hai "?Ladki : "
Nahi mujhe to BANANA KHANA aata hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Innocence
Kid (on phone): Madam, My son will not come to school today !
.
Madam: Who are you?
.
Kid: My Papa Speaking !!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
100% Majedar joke
.
.
3 Dost Diwali Ke Baad Mile
.
.
.
1st :Mere Daddy 10,000 Ke Patake
Laaye,
Humne 3 Ghante Tak Bajaye,
.
.
2nd: Mere Daddy 15,000 Ke Pataake
Laaye Thhe,
Humne 4 Ghante Tak Bajaye,
.
.
.
.
.
3rd:Daddy Ghar Par Nahin Thhe…
.
.
Toh Mera Bhai 5000 Ka Sirf Ek
Pataaka Laaya Aur Saari Raat Humne
Baari-Baari Bajayaa..;-P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik sardar Europe gia wahan us ko police ne roka
aur investigation start kar di..
Sardar ko english nai ati thi..
Us ne Sick Leave ki Application suna di.
Police ne use Pagal samajh k chor dia..
Wife:wah sardar jee tusi te great o
Sardar: O a te kuch vi nai hale te may Thirsty Crow
nai sunai.. =P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Kya tumhare mobile main paise hain?
Admi: Haan hain.
Pathan: To 2 "Chai" hi mangwa lo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa te Banta kisi da afsos karan gaye.
Ik kudi Bante de gal lag ke ron lag payi.
Santa to girl: Idhar aao ji, eh mere vi ohi lagde c jo Bante de lagde c.
by Pak101.com (few years ago!)