Ek sarder ne air-hostess se kaha
Ek sarder ne air-hostess se kaha, “Aapki shakal meri biwi
se bahut milti hai”.
Air-hostess ne ye sunte hi zordaar thappad uske muh pe mara…
Sardar foran bola : “Aadat bhi bahut milti hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 1087 views
Similar Jokes
Sardar se kisi ne pocha k aqal bari hai ya pher ye bhainse.
Sardar thori dair sochne k bad hum ko pagal mat banao pehlay in donon ka date of birth btao.
by Sabir shah (few years ago!)
Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya.
Logo Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha.
Arey Tum To Bade Sidhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kiya”
Sher Gusse Se Bola: “Arey Sale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole Jaa Raha Tha, Itni Badi Billi – Itni Badi Billi“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ko 1 Aadmi Mobile per tang karta tha:
1 din Pathan ne new Sim khareed kar usay msg kya.
Maine woh Number band kar k nai sim le li hai.
Ab tang kar k dikhao Bachoo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
manager ne aanewale se poocha, "kya tumhe pata nahin ki aagya ke bina andar aana mana hai."
aane wala, "janab, main aagya lene ke liye hi andar aaya hoon."
by Pak101.com (few years ago!)
Dad: ek zamana tha jab main Rs 10/-
mein kirana, sabzi, doodh, nashta le
aata tha
Beta: ab aisa possible nahi papa
kyunki sab jagah CCTV camere lage
hote hain!.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Kia Aap k Sur Par Seengh Hain???
Just Check It
Nahi Hain??
Nahi
R u Sure??
Yes
Koi baat Nahi Gadhay k bhi nahi hotay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna Na Sochia Kar
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar bus main betha
us k samnay 1 molvi beth gia
sardar dar gia or bola "molana saab tusi dum darood walay oo yha bumb barood walay?"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan to his uneducated wife:
Come on darling lets go for a honey moon.
Wife: no dear I have to do some work at home,
Take my brother with you. :)
Pathan joy fully said
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.
by Pak101.com (few years ago!)