Torch Wala Machchar

Ek Angrez ko raat me bahut machhar kaat rahe the... Usne gusse me aake saari light band kardi. tabhi room ek jugnu aaya.

Angrez: Ohhhh no!!! India ka macchar sala ab torch leke dhund raha hai

by Pak101.com (few years ago!) / 989 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Bacha Ab Chalne Laga He husband: kab Se?

Wife: Bacha Ab Chalne Laga He
husband: kab Se?
wife: 8 din Se

Husband: Are tum Ab bata Rahi Ho? wo Toh Kaafi Dur Nikal chuka Hoga

by Pak101.com (few years ago!)
pathan ki qaza namaz

Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:

Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...




2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar

by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Bar Santa USA Gaya

1 Bar Santa USA Gaya
Waha Church me Gaya to Achank

Waha aawaz i TANN
Ittefaq se Lyt b Chali Gayi

Santa Dar kar Bola
Oye Bhago Undertaker aa gaya.

by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan ki biwi mar gayi

Aik pathan ki biwi mar gayi,

Pathan chup tha magar uski biwi ka lover bohot ziyada ro raha tha.

Pathan ne us se kaha:
O yara tum ro mat,"Hum dobara shaadi kare ga.."

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ap apnay best freind ki BV

Wife: ap apnay best freind ki BV k janazay pay nahi gay.

Husband:kis moo say jaon.
wo mujay 3rd BV K janazay pay bula raha hai
Aur
Mein ne1 dafa b nahi bulaya

by Pak101.com (few years ago!)
Ande ke haath mein Torch

Ande ke haath mein `Torch', behare ke haath mein `Radio',

Gunge ke haath mein`Mike', bewakuf ke haath mein `Mobile'!

Kya zamana aa gaya hai...

by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan

pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Phool dena to gobhi ka

Agr ap mujhe phool dena chahte ho to gobhi ka phool dena

ap k pyar ka bi izhar ho jae ga ,
humara salan bi tayar ho jae ga

by Sabir shah (few years ago!)
Farmanbardar

Aik bv apne shohar ki bahut farmanbardar thi.





Nechee kia dekh rahe ho joke to upar khatam ho gaya bv aur farmanbardar.

by Sabir shah (few years ago!)
2 Mohabbat Karnay Walon Nay

2 Mohabbat Karnay Walon Nay Khudkushi Ka Irada Kia.
10 Manzila Building Say Pahlay Boy Nay Jump Lagai.
Girl Nay Apni Ankhain Band Kar Leen
Or Yeh Kehtay Huye Wapis Janay Lagi K
Mohabbat Andhi Hoti Ha.
Boy Nay Hawa Main Ye Sun Kar Apna Perashoot Khol Dia
Or Kha, Pyar Kabi Marta Nahi.
Lover’s Of 2013 Aashiqui 3.

by Mazhar Khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Aajtak Tumne Kiss Nahi Kia

prove

A Pathan was asked in jail

BOY TO GIRL

Ek choha sharab ke glass main

computer teacher to sadar

Sir Mene Khabar Ko

Excellent Road sentence

Have you noticed that most

Boy is purposing

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook