Pathan Ne Oxford Univrsty Mein Top Kia
Pathan Ne Oxford Univrsty Mein Top Kia Media: Agay Kya Karna Chahtay Ho?
Pathan: “Bachpan Se 1 Hi Khuwab Hai K Ham Apna Lunday Ki Dukaan Kholay Ga”
by Pak101.com (few years ago!) / 1029 views
Similar Jokes
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Bar Gandhi Ji Gym Gaye, Vaha Unko Rajinikant Mila Aur Unse Bola.
Rajinikant: “ Wah Re Bapu, KyaBody Hai! ”
Bus Tabse, Unhone Shirt Pehenna Chod Diya..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Sardar ji ik Sheikh ki Baaraat mei gye
wahan bar bar Paani Pesh kiya ja raha tha
Tang aa ker Sardar bola:
Galey wich paani phans gya hai Ik boti tey deo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi apne shohar se: Tum tau kehtay thay k shadi k baad bhi mujhe bht pyaar karogay...
..
..
..
Shohar: Tau mujhe kia pata tha k tmhari shadi mujh se hi ho jayegi :D :D :D
HAHAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
Africa kai aik jungle mai aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aao! Aaj Hum Dono Wada Karen.
K Hum Zindagi Bhar Pyar Karengy. Hum Wafa Karengy.
Hum Muhabbat Karengy.
Sirf Aur Sirf Apni.
Pyari "AMMI JAAN" Se. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa asks Banta hOw was yur exam?
Banta: It was Ok-but i cOuld nOt ans. past tense Of THINK-I thOught, thuOght & finally wrOte THUNK-!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
samosa.jpg
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
I"m @ the police station now been done 4 drink driving.Urine
sample was positive so I nicked the sample.they r now doin
me 4 taking the piss
by Abdul Sami (few years ago!)