Kya main kabhi tumharay khwab mein aatee hun
Bivi: Kya main kabhi tumharay khwab mein aatee hun … ?
Shohar: Kabhi nehin ! Main Ayatul Kursi parrh ke sota hun …
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 631 views
Similar Jokes
1 Makhi Ki Halat Bohat Kharab Thi Wo Doctor K Pas Gai…
Doctor:Kiya Howa ?
Makhi: Bas Chae Mein Gir Gai Thi
1 “*MEMON” Ne Choos Choos K Bura Haal Kar Diya
by Pak101.com (few years ago!)
“Bharat mera desh hai aur sabhi bhartiya mere bhai-behen hai”
Ise do Indian ne follow kiya hai
& thats true Indian
1. Rajiv Gandhi
2. Sania Mirza
by Pak101.com (few years ago!)
'1 Aadmi Ne akhbaar main add Dekha:
Purana Mobile Do or New Mobile Lo.
Wo Us A....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar G phone pe hans hans kr bat kr rahe thy.
Dost Bola: Kis se bat kar rahe ho?
SARDAR: BV se
Dost herat se: Itni khush mezaji
SARDAR: Tmhari jo hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
HINDU ja raha tha Pathan say takar ho gy
HINDU: Me shama chahata hun
Pathan: Shama ko hum bhi chahta hai lekin Uska baap nahi manta. :(
by Pak101.com (few years ago!)
Sari ZindaGi Barbad Kr Ke, Ishq Ki LazZat Chakh Li
Us Ne B Burqa Pehn Liya Aur Hum Ne B Daarhi Rakh Li
(,")/ Hat
/) ) Masjid ja Raha HoN.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Admi Ne Zoo Me 3 Zabanain Bolne Wala Tota
Dekha Jo
English, Urdu Or Memoni Bolta Tha.
Usne 3 Zabane Check Karne K Liye Ussy Pucha:
Who R U?
Tota: I’m Parrot
Admi: Tum Kon H0?
T0ta: Me T0ta Hun
Admi: Tu Keair Aye?
Tota: To Jo Pe..
Hakhrey Dafa Chui Deenun Toto Yaan, Samajh Me
Naiy Achni…:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Memon Aik Arbi Ko Apna Khoon Deta Hai
Arbi Khush Hokar Memon Ko 1 BMW Car Deta Hai
Phir Arbi Dobara Khoon Mangta Hai Memon Khoon
Deta Hai
Aur Arbi Isko Till K Laddoo Deta Hai
Memon Kehta Hai:
Is Bar New BMW Kiun Nahi Di ?
Arbi Kehta Hai: Ab Mere Ander Memon Ka Khoon
Dargish Kar Raha Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pakstani Shadi me khana khane k 2 asool:
RULE 1
Pehli bar is tarha khao k doosri bar milega nhi
RULE 2
Doosri bar is tarha khao k pehli bar mila hi nhi tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)