Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha

Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya

To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?

He Replied: Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….

by Pak101.com (few years ago!) / 870 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Dost ruthey to rab ruthey

Dost ruthey to rab ruthey.

phir ruthe to jag chutey.

agar phir ruthey to dil tutey

or agar phir bhi ruthey to utar chappal

mar saley ko jab tak chappl na tutey.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Teri galiyon mein ghumenge

Teri galiyon mein ghumenge hum jaan-jaan ke,
Hume pata hai ki tune Thane mein report likhvai hui
hai,
Jaa ke puch le us Thanedaar se,
Humne uski bhi ladki fasai hui hai!!!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Yaar Ye Autometacily Kya Hota Hai

Santa: Yaar Ye Autometacily Kya Hota Hai

Banta: Simple Yaar, Jab Koi Ganji Aurat Auto Me Baith K Jaye to Use bolte hai "Auto-Me-Takli"

by Pak101.com (few years ago!)
Motor cycle per phanka le ja rhe the

2 admi motor cycle par pankha ly kar ja rahe
they ,
Ek sardar ne dekh liya or 500 ki texi karwai or un
ke pichey lag gya, Kuch fasle par un ko roka or
donon ko 1,1 lagai or bola,
bijli agy nai labdi tusi
sakootaran te vi pakhey laey hoay ney!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
light chali gayi

light chali gayi
beta-papa torch do na

baap-le,padega kya?

beta-no papa frnd ko sms bhejna hai isliye torch maang raha huin

by Pak101.com (few years ago!)
pathan k betay ki roti

Pathan K Betay Ki Roti per Se Chooha Guzer Gaya.

Son to Pathan: Ab Main Ye Roti Nahi Khaonga.



Pathan: Kha Le Beta,
Choohy Ne Konsi Chappal Pehni Hui Thi.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Kisi ka Accident dekne

Kisi ka Accident dekne pr Expressions in

U.S.A :- Oh My God!

Arrbi :- O La La

Australia :- Got a Hit

Paris:- oh shit

London:- oh No,

Indian.. Ram ram.

PAk:- Oo vajeya e anni da.

Hor vekh apni maa nu mur mur kay

by Mazhar Khan (few years ago!)
Jail Ko Hawalat Kyun Kehte Hain

Two friend gossips
1 Friend said : yaar Jail ko "Hawalaat" kyu kehte
hain..?
.
.
2 Friend said: Kyun ki jail me khane mein sirf
"Hawa-aur-Laat" hi milti hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Movie Dekh Kar Bhi Kuch Seekh Sakte Hai Kya?

Movie Dekhne Ke Baad Pappu Ka Dost Pappu Se Puchta Hai.
Dost: “Titanic Dekh Kar Kya Sikha?”
Pappu: “Sikha Vikha Kuch Nahi,

Abhi Tak Soch Raha Hoon Ki Aise Mast Moke Par Bhi Koi Painting Kaise Kar Sakta Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Yeh kela kase dia?

Memon:
Ye Kela Kaise Dia??
Keley Wala: 1rs
Memon: 60 Paisa Ka Deta Hai??
Kele Wala: 60 Paise Mein To Sirf Chilka Milega.
Memon: Le 40 Paise, Chilka Rakh Aur Kela De..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Son: Papa aaj meri Miss

Miss Call By Miss

Funny

Wife: aaj tum udaas Q ho?

shadi mubarak

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Born in California

Loadshading ne namazi bana dia

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook