Sardar Aur Truck
1 Truck Dosry Ko Khench K Le Ja Raha Tha Ye Dekh K 1 Sardar Zor Zor Se Hasney Laga Or Zamin
Pe Lotpot Ho Gaya Or Bola
Ek Rasi Ko Uthany K Liye Do Do Truck
by Pak101.com (few years ago!) / 1175 views
Similar Jokes
Wife:Is Saal Rozay Rakho Gy?
Husband:Nhe
Wife: Aur Taravi Prhogay?
Husband:Mushkil Hy
Wife: Aur Aftari Kro gy?
Husband: Zahir hai.
Kia bilkul he kafir hojaon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nazre Mile Tooh Use “Izhaar” Kehtay Hain
Neeend Nah Aae Tooh Use”Piyaa” Keehtaay Hain
Smile De Tooh Usaay “Ikraaar” Kehtaay Hain
Or
Jooh Inn Jhaamelooh Mein Nah Padey
Usaay “Samjhdaaar” Kehtaay Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Zardari doodh waly ki dukaan pe gaya or kaha: Kuttay k liye ek kilo doodh de do.
Dukan wala: Yahin piyo gay ya parcel kar don?
by Pak101.com (few years ago!)
Daaru Ki Wajaah Se Barbaad Hue Santa Ne Kasam Li Ke Sharaab Kabhi Nahi Peeunga Aur Ghar Se Daaru Ki Saari Khali Bottles Fekne Laga.
1st Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Meri Naukri Gayi”
2nd Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Mera Ghar Bika”
3rd Bottle Fenk Ke Bola: “Teri Wajah Se Meri Biwi Chali Gayi”
4th Uthayi To Woh Bhari Hui Thhi, Kuch Soch Kar Bola
“Tu Side Mein Ho Ja Iss Mamle Mein Tera Koi Kasoor Nahi“
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Pak101.com (few years ago!)
Getting married is very much like going to a restaurant with friends. You order what you want, then when you see what the other person has, you wish you had ordered that.
by khalid hussain (few years ago!)
Love Mariage ka Matlb Apni Girlfrnd Ko Wife Bnana
Arange Marriage Ka Matlb
SoChO
.
.
KiSi Or Ki Girlfrnd ko Wife Bnana.!
(Rishta Wohi. Soch Nayi)
by Pak101.com (few years ago!)
Court Mein Case Chal Raha Tha, Case Ki Sunwai Shuru Hone Lagi To Wakeel Utha Aur Judge Se Bola.
Wakeel: “My Lord, Qanoon Ki Kitaab Ke Page Number 15 Ke Mutabiq Mere Muvakeel Ko Baizzat Bari Kiya Jaye”
Judge: “Kitaab Pesh Ki Jaye”
Kitaab Pesh Ki Gayi, Judge Ne Page Number 15 Khola To Usmein 1000 Ke 10 Note The.
Judge Muskurate Hue Bola: “Bahut Khoob, Is Tarha Ke 2 Saboot Aur Pesh Kiye Jaye“
by Pak101.com (few years ago!)
DO AALSI So Rahe The,
Tabhi Ek Chor Unka Kambal Le Bhaga.
1 AALSI CHOR..CHOR..!DUSRA AALSI:
CHUP CHAP Soja,Jab Takiya Lene Aayega Tab
Pakad lenge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mosquitoes Have Been Biting Sardar For The Whole Night
He Got Irritated
Stood Up Drank Poison And Said…
Ab Kaato Saalo, Sab Maro Gay!
by Pak101.com (few years ago!)