Beta ya Kar Rahe Ho??
Maa: Beta ya Kar Rahe Ho??
Beta: Padh Raha Hoon.
Maa: Shabash! Kya Padh Rahe Ho??
Beta: Ji, Film Shole Ki Story..
by Pak101.com (few years ago!) / 1563 views
Similar Jokes
SANTA in court(sad): Bachpan
me agar maa ki baat suni hoti to aaj yeh din na dekhna
padta.:(:'(
JUDGE: Kya kehti thi maa?:/
SANTA: Judge sahab aap bhi
kya baat kar rahe hoo
Jab baat hi nahi suni to kaise bataau ki kya kehti
thi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 kabutar pathan ko tang kr rha tha, pathan ne usy pakar liya or usy marne ka faisla kr liya, wo usy chat pe ly gaya
aur wahan se neche phaink diya,:-)
(‘,’)
./ /.
Moral:
moral woral kuch nai
wo kabutar b peshawar ka tha
niche gir k mar gya:-
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
"Main toh aaya hi nahi tha
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:tm mujh se shadi karo gi?
Girl:nai , me ap se aik sal bari hun,
sardar:koi bat nai aik sal bad kar len ge.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: agar aise hee padte rahoge, zindagi mein kuch nahi banoge.
Student: jab zindagi mein kuch nahi banunga, tab main bhi ek teacher ban jaaunga sir.
by Pak101.com (few years ago!)
Q: What do women and cars have in common?
A: They can both drive you crazy.
by @irha@ (few years ago!)
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
by @irha@ (few years ago!)
Pathan shadi ki raat ko room mai gaya to dulhan ne doodh ka glass diya aur romantic awaz mai pucha: "Aur Kuch?"
Pathan: Haan baji, agar Tiger Biscuit bhi mil jaye to maza ajaye
by HAQ (few years ago!)
Subha uth k 2 kam kar liya karo aik ye k Allah ka shukar ada kia karo k tum zinda ho.
2 detol se munh dho liya karo ta keh dosre bi zinda rah saken.
by Sabir shah (few years ago!)